तूफ़ान सा ज़ोर है हम में ... हर प्यारे को प्यार से भरना है
तूफ़ान सा ज़ोर है हम में
बिजली सा शोर है हम में
अरे बादलों को चीर के जाना हि
हर प्यारे को प्यार से भरना है
समुंदर सा जोश है हम में
मौजों सा होश है हम में
धरती पे चाँद को लाना है
हर प्यारे को …
पीछे के रास्ते मिटाते हुए आगे निकल जाएँगे
चलते चलते सारे जहाँ को अपनी धुन पे नचाएँगे
बवंडर सी जान है हम में
परिंदों सी उड़ान है हम में
आसमान को छू कर आना है
हर प्यारे को …
झुकते नहीं हैं हम किसी के आगे ये तुम जान लो
हम सा नहीं है कोई जहाँ में बात ये मान लो
चट्टानों सा रोब है हम में
इरादे भी ठोस हैं हम में
बिजली से हाथ मिलाना है
हर प्यारे को …
tūfān sā zor hai ham meṅ
bijlī sā śhor hai ham meṅ
are bādloṅ ko chīr ke jānā hi
har pyāre ko pyār se bharnā hai
samuṅdar sā jośh hai ham meṅ
maujoṅ sā hośh hai ham meṅ
dhartī pe chāṇd ko lānā hai
har pyāre ko …
pīchhe ke rāste miṭāte hue āge nikal jāeṇge
chalte chalte sāre jahāṇ ko apnī dhun pe nachāeṇge
bavaṅḍar sī jān hai ham meṅ
pariṅdoṅ sī uṛān hai ham meṅ
āsmān ko chhū kar ānā hai
har pyāre ko …
jhukte nahīṅ haiṅ ham kisī ke āge ye tum jān lo
ham sā nahīṅ hai koī jahāṇ meṅ bāt ye mān lo
chaṭṭānoṅ sā rob hai ham meṅ
irāde bhī ṭhos haiṅ ham meṅ
bijlī se hāth milānā hai
har pyāre ko …