तू यार तू ही दिलदार ... बन के तेरा जोगी
तू यार तू ही दिलदार तू ही मेरा प्यार
तेरा मेरे दिल में है दरबार
कर दे एक बार बेड़ा पार मुझे घर बार लगे बेकार
फिरूं मैं बन के तेरा जोगी
तू यार तू ही दिलदार …
कहता है दीवाना तेरा ही अफ़साना
तेरे बिन दुनिया में क्या खोना क्या पाना
आरज़ू है दिल है तू ही तू
तेरे संग बना हूँ मलंग तो सब हैं दंग
हुई ये दुनिया मुझसे तंग
लाई है उमंग इक तरंग बाजे मृदंग के बदले ढंग
फिरूं मैं बन के …
धरती के आंगन में अम्बर के दामन में
सूरज की किरणों में सागर की लहरों में
हर कहीं हर सू है तू ही तू
सब लोग मनाएं सोग कहें ये जोग है मेरे मन का कोई रोग
है ये प्रेम आग तो बे लाग रात को जाग गाऊं मैं राग
फिरूं मैं बन के …
tū yār tū hī dildār tū hī merā pyār
terā mere dil meṅ hai darbār
kar de ek bār beṛā pār mujhe ghar bār lage bekār
phirūṅ maiṅ ban ke terā jogī
tū yār tū hī dildār …
kahtā hai dīvānā terā hī afsānā
tere bin duniyā meṅ kyā khonā kyā pānā
ārazū hai dil hai tū hī tū
tere saṅg banā hūṇ malaṅg to sab haiṅ daṅg
huī ye duniyā mujhse taṅg
lāī hai umaṅg ik taraṅg bāje mṛdaṅg ke badle ḍhaṅg
phirūṅ maiṅ ban ke …
dhartī ke āṅgan meṅ ambar ke dāman meṅ
sūraj kī kirṇoṅ meṅ sāgar kī lahroṅ meṅ
har kahīṅ har sū hai tū hī tū
sab log manāeṅ sog kaheṅ ye jog hai mere man kā koī rog
hai ye prem āg to be lāg rāt ko jāg gāūṅ maiṅ rāg
phirūṅ maiṅ ban ke …