तू शायर है मैं तेरी शायरी
तू शायर है मैं तेरी शायरी
तू आशिक़ है मैं तेरी आशिक़ी
तुझे मिलने को दिल करता है ओ मेरे साजना
तू शायर है …
तेरी हर नज़्म तेरा हर गीत है याद मुझे
जब तक साँस चलेगी ना भूलूंगी मैं तो तुझे
तेरे बिना जीना नहीं खा के कसम कहती हूँ
मैने बिना देखे बिना जाने तुझे दिल दे दिया
तू धड़कन है मैं तेरी ज़िंदगी
तू शायर है …
अपनी बेताबी का मैं कैसे तुझसे इज़हार करूँ
कैसे बतलाऊं तुझे जान-ए-जानां कितना मैं प्यार करूँ
लब पे कोई नाम नहीं तेरे सिवा मेरे साजन
मेरे इस दिल पे तेरा ही नशा छा गया
तू दीवाना मैं तेरी दीवानगी
तू शायर है …
tū śhāyar hai maiṅ terī śhāyrī
tū āśhiq hai maiṅ terī āśhiqī
tujhe milne ko dil kartā hai o mere sājnā
tū śhāyar hai …
terī har nazam terā har gīt hai yād mujhe
jab tak sāṇs chalegī nā bhūlūṅgī maiṅ to tujhe
tere binā jīnā nahīṅ khā ke kasam kahtī hūṇ
maine binā dekhe binā jāne tujhe dil de diyā
tū dhaṛkan hai maiṅ terī ziṅdgī
tū śhāyar hai …
apnī betābī kā maiṅ kaise tujhse izhār karūṇ
kaise batlāūṅ tujhe jān-e-jānāṅ kitnā maiṅ pyār karūṇ
lab pe koī nām nahīṅ tere sivā mere sājan
mere is dil pe terā hī naśhā chhā gayā
tū dīvānā maiṅ terī dīvāngī
tū śhāyar hai …