Too roop kee raanee too choron kaa raajaa

तू रूप की रानी तू चोरों का राजा
Year
Language

तू रूप की रानी तू चोरों का राजा -2
सुन प्रेम कहानी तू आ के सुना जा

तेरा बदन है खुश्बू तेरी नज़र है जादू
तुझको मैं ढूंढूं हर सू मुझको तो मिल गया तू
तू रूप की रानी …

हाथों में अब हाथ है जीना मरना साथ है
तू है जहां मैं वहां
तू रूप की रानी …

तू मेरे दिल की मलिका तू चोर मेरे दिल का
तेरा मेरा फ़साना अब जाने सारा ज़माना
तू रूप की रानी …

दिल में तेरा प्यार है अब तू ही दिलदार है
तेरे सिवा जाना कहां
तू रूप की रानी …

tū rūp kī rānī tū choroṅ kā rājā -2
sun prem kahānī tū ā ke sunā jā

terā badan hai khuśhbū terī nazar hai jādū
tujhko maiṅ ḍhūṅḍhūṅ har sū mujhko to mil gayā tū
tū rūp kī rānī …

hāthoṅ meṅ ab hāth hai jīnā marnā sāth hai
tū hai jahāṅ maiṅ vahāṅ
tū rūp kī rānī …

tū mere dil kī malikā tū chor mere dil kā
terā merā fasānā ab jāne sārā zamānā
tū rūp kī rānī …

dil meṅ terā pyār hai ab tū hī dildār hai
tere sivā jānā kahāṅ
tū rūp kī rānī …