तू नहीं और सही और नहीं और सही
(तू नहीं और सही, और नहीं और सही)-2
तू है हरजाइ तो अपना भी यही और सही
तू नहीं और सही, और नहीं और सही
तू नहीं और सही
(बड़ी लम्बी है ज़मीं, मिलेंगे लाख हसीं)-2
(सारि दुनिया में सनम तू अकेला ही नहीं)-2
जाम आँखों के बहुत हैं, कहीं एक दौर सही
तू नहीं और सही, और नहीं और सही
तू नहीं और सही
(मुझसे तू आँख मिला, क्या कमी है ये बता)-2
(तुझ पे उम्मीद-ए-वफ़ा बन गई एक खता)-2
प्यार औरों का सलामत है, तेरा जौर सही
तू नहीं और सही, और नहीं और सही
(तू नहीं और सही)-2
(tū nahīṅ aur sahī, aur nahīṅ aur sahī)-2
tū hai harjāi to apnā bhī yahī aur sahī
tū nahīṅ aur sahī, aur nahīṅ aur sahī
tū nahīṅ aur sahī
(baṛī lambī hai zamīṅ, mileṅge lākh hasīṅ)-2
(sāri duniyā meṅ sanam tū akelā hī nahīṅ)-2
jām āṇkhoṅ ke bahut haiṅ, kahīṅ ek daur sahī
tū nahīṅ aur sahī, aur nahīṅ aur sahī
tū nahīṅ aur sahī
(mujhse tū āṇkh milā, kyā kamī hai ye batā)-2
(tujh pe ummīd-e-vafā ban gaī ek khatā)-2
pyār auroṅ kā salāmat hai, terā jaur sahī
tū nahīṅ aur sahī, aur nahīṅ aur sahī
(tū nahīṅ aur sahī)-2