तू मुझे सुना मैं तुझे सुनाऊं अपनी प्रेम कहानी
तू मुझे सुना मैं तुझे सुनाऊं अपनी प्रेम कहानी -2
कौन है वो कैसी है वो तेरे सपनों की रानी
रहती है ख़ामोश सदा बस एक पहेली सी वो
हरदम मेरे साथ मगर रहती है अकेली सी वो
एक ही बात में कर जाती है वो कितनी ही बातें
उसकी बातें खत्म न हों ढल जाएं लम्बी रातें
कभी कभी अपनी लगती है कभी कभी बेगानी
तू मुझे सुना …
मेरे दिन में बजते हैं उसकी यादों के घुंघरू
उसको देखा तो मैं जाना क्या होता है जादू
अंगड़ाई वो लेती है दिल मेरा धड़क जाता है
उसके फूल बदन से इक शोला सा लपक जाता है
वो छू ले तो आग लगे जल जाए यार ये पानी
तू मुझे सुना …
दूर से उसको देख के दिल की प्यास बुझा लेता हूँ
सपनों में उसकी मैं अपने दिल में आग लगा देता हूँ
और न कुछ तू पूछ मैं उसका नाम बता दूं
एक नाम है प्यार उसी का दूसरा नाम जवानी
तू मुझे सुना …
tū mujhe sunā maiṅ tujhe sunāūṅ apnī prem kahānī -2
kaun hai vo kaisī hai vo tere sapnoṅ kī rānī
rahtī hai khāmośh sadā bas ek pahelī sī vo
hardam mere sāth magar rahtī hai akelī sī vo
ek hī bāt meṅ kar jātī hai vo kitnī hī bāteṅ
uskī bāteṅ khatm na hoṅ ḍhal jāeṅ lambī rāteṅ
kabhī kabhī apnī lagtī hai kabhī kabhī begānī
tū mujhe sunā …
mere din meṅ bajte haiṅ uskī yādoṅ ke ghuṅghrū
usko dekhā to maiṅ jānā kyā hotā hai jādū
aṅgaṛāī vo letī hai dil merā dhaṛak jātā hai
uske phūl badan se ik śholā sā lapak jātā hai
vo chhū le to āg lage jal jāe yār ye pānī
tū mujhe sunā …
dūr se usko dekh ke dil kī pyās bujhā letā hūṇ
sapnoṅ meṅ uskī maiṅ apne dil meṅ āg lagā detā hūṇ
aur na kuchh tū pūchh maiṅ uskā nām batā dūṅ
ek nām hai pyār usī kā dūsrā nām javānī
tū mujhe sunā …