तू मुझे कबूल मैं तुझे कबूल ... ख़ुदा गवाह्
तू मुझे कबूल मैं तुझे कबूल -2
इस बात का ( ख़ुदा गवाह ) -2
अपनी बात से जो मुकर गया -2
तू वो बेवफ़ा गवाह ख़ुदा ( ख़ुदा गवाह ) -2
शिकवा भी है ये फ़रियाद भी
आई न तुझे कभी जिसकी याद भी
वो बदनसीब आज भी तेरा -2
देखे रास्ता गवाह ख़ुदा ( ख़ुदा गवाह ) -2
तू मुझे कबूल …
मिट्टी तो नहीं दामन से झाड़ दी
चिट्ठी तो नहीं पढ़ के फाड़ दो
तोड़ने से भी टूटता नहीं -2
रिश्ता खून का गवाह ख़ुदा ( ख़ुदा गवाह ) -2
तू मुझे कबूल …
ऐसा तो कभी होता नहीं
गैरों के लिए कोई रोता नहीं
तेरी आँखों में मेरे आँसू आ गए -2
आया याद क्या गवाह ख़ुदा ख़ुदा गवाह
तू मुझे कबूल …
अपनी बात से जो मुकर गई -2
तू वो बेवफ़ा गवाह ख़ुदा ( ख़ुदा गवाह ) -2
हूँ तू मुझे कबूल मैं तुझे कबूल -2
इस बात का ( ख़ुदा गवाह ) -2
येई येई येई तेरे मेरे प्यार की -2
इस बारात का ( ख़ुदा गवाह ) -2
हो कोई गुलाम चाहे बादशाह
इश्क़ के बग़ैर ज़िन्दगी नहीं
बस ये सोचकर मैने जान दी
यानी दिल दिया ( ख़ुदा गवाह ) -2
आईना हूँ मैं ना तोड़ना मुझे
तोड़ना मगर न छोड़ना मुझे
कहना यही मेरी जान तुझे बल्ले बल्ले
कहना यही मेरी जान मुझे
तूने कह दिया ( ख़ुदा गवाह ) -2
तू मुझे कबूल …
तेरे नाम का मैं क़लमा पढ़ूं
रात दिन तुझे याद मैं करूं
हो याद करने से वेई वेई क्या फ़ायदा
मुझको भूल जा मेरी जात से
मैं नहीं ख़ुदा ( ख़ुदा गवाह ) -2
तू मुझे कबूल …
tū mujhe kabūl maiṅ tujhe kabūl -2
is bāt kā ( khudā gavāh ) -2
apnī bāt se jo mukar gayā -2
tū vo bevafā gavāh khudā ( khudā gavāh ) -2
śhikvā bhī hai ye fariyād bhī
āī na tujhe kabhī jiskī yād bhī
vo badansīb āj bhī terā -2
dekhe rāstā gavāh khudā ( khudā gavāh ) -2
tū mujhe kabūl …
miṭṭī to nahīṅ dāman se jhāṛ dī
chiṭṭhī to nahīṅ paṛh ke phāṛ do
toṛne se bhī ṭūṭtā nahīṅ -2
riśhtā khūn kā gavāh khudā ( khudā gavāh ) -2
tū mujhe kabūl …
aisā to kabhī hotā nahīṅ
gairoṅ ke lie koī rotā nahīṅ
terī āṇkhoṅ meṅ mere āṇsū ā gae -2
āyā yād kyā gavāh khudā khudā gavāh
tū mujhe kabūl …
apnī bāt se jo mukar gaī -2
tū vo bevafā gavāh khudā ( khudā gavāh ) -2
hūṇ tū mujhe kabūl maiṅ tujhe kabūl -2
is bāt kā ( khudā gavāh ) -2
yeī yeī yeī tere mere pyār kī -2
is bārāt kā ( khudā gavāh ) -2
ho koī gulām chāhe bādśhāh
iśhq ke baġhair zindgī nahīṅ
bas ye sochkar maine jān dī
yānī dil diyā ( khudā gavāh ) -2
āīnā hūṇ maiṅ nā toṛnā mujhe
toṛnā magar na chhoṛnā mujhe
kahnā yahī merī jān tujhe balle balle
kahnā yahī merī jān mujhe
tūne kah diyā ( khudā gavāh ) -2
tū mujhe kabūl …
tere nām kā maiṅ qalmā paṛhūṅ
rāt din tujhe yād maiṅ karūṅ
ho yād karne se veī veī kyā fāydā
mujhko bhūl jā merī jāt se
maiṅ nahīṅ khudā ( khudā gavāh ) -2
tū mujhe kabūl …