Too mere saamne main tere saamne tujhko dekhoon ki pyaar karoon

तू मेरे सामने मैं तेरे सामने तुझको देखूँ कि प्यार करूँ
Work
Year
Language

तू मेरे सामने मैं तेरे सामने
तुझको देखूँ कि प्यार करूँ
ये कैसे हो गया, तू मेरी हो गयी
कैसे मैं ऐतबार करूँ

टूट गई टूट के मैं चूर हो गयी
तेरी ज़िद से मज़बूर हो गयी
तेरा जादू चल गया ओ जादूगर

तेरी जुल्फ़ों से खेलूंगा मैं
तुझको बाहों मैं ले लूंगा मैं
दिल तो देते हैं आशिक़ सभी
जान भी तुझको दे दूंगा मैं

एक बार नहीं सौ बार कर ले,
जी भर के तू मुझे प्यार करले
तेरा जादू चल गया ओ जादूगर

इस कहानी के सौ साल हैं - 2
ये तेरे प्यार के चार पल
ज़िन्दगानी के सौ साल हैं

tū mere sāmne maiṅ tere sāmne
tujhko dekhūṇ ki pyār karūṇ
ye kaise ho gayā, tū merī ho gayī
kaise maiṅ aitbār karūṇ

ṭūṭ gaī ṭūṭ ke maiṅ chūr ho gayī
terī zid se mazbūr ho gayī
terā jādū chal gayā o jādūgar

terī julfoṅ se khelūṅgā maiṅ
tujhko bāhoṅ maiṅ le lūṅgā maiṅ
dil to dete haiṅ āśhiq sabhī
jān bhī tujhko de dūṅgā maiṅ

ek bār nahīṅ sau bār kar le,
jī bhar ke tū mujhe pyār karle
terā jādū chal gayā o jādūgar

is kahānī ke sau sāl haiṅ - 2
ye tere pyār ke chār pal
zindgānī ke sau sāl haiṅ