तू मेरे सामने है, तेरी ज़ुल्फ़ें हैं खुली
(तू मेरे सामने है
तेरी ज़ुल्फ़ें हैं खुली
तेरा आँचल है ढला
मैं भले होश में कैसे रहूँ) - 2
तू मेरे सामने है …
तेरी आँखें तो छलकते हुए पैमाने हैं
और तेरे होंठ लरजते हुए मैखाने हैं
मैं भला होश में कैसे रहूँ, कैसे रहूँ
तू मेरे सामने है …
तू जो हँसती है तो बिजली सी चमक जाती है
तेरी साँसों से ग़ुलाबों की महक आती है
तू जो चलती है तो कुदरत भी बहक जाती है
मैं भला होश में कैसे रहूँ, कैसे रहूँ
तू मेरे सामने है …
(tū mere sāmne hai
terī zulfeṅ haiṅ khulī
terā āṇchal hai ḍhalā
maiṅ bhale hośh meṅ kaise rahūṇ) - 2
tū mere sāmne hai …
terī āṇkheṅ to chhalakte hue paimāne haiṅ
aur tere hoṅṭh larajte hue maikhāne haiṅ
maiṅ bhalā hośh meṅ kaise rahūṇ, kaise rahūṇ
tū mere sāmne hai …
tū jo hṇstī hai to bijlī sī chamak jātī hai
terī sāṇsoṅ se ġhulāboṅ kī mahak ātī hai
tū jo chaltī hai to kudarat bhī bahak jātī hai
maiṅ bhalā hośh meṅ kaise rahūṇ, kaise rahūṇ
tū mere sāmne hai …