Too mere saamne hai, teree julphen hain khulee

तू मेरे सामने है, तेरी जुल्फें हैं खुली
Work
Year
Language

तू मेरे सामने है, तेरी जुल्फे हैं खुली
तेरा आंचल है ढला, मैं भला होश में कैसे रहूँ

तेरी आँखें तो छलकते हुए पैमाने हैं
और तेरे होठ लरजते हुए मयखाने हैं
मेरे अरमान इसी बात पे दीवाने हैं

तू जो हसती है तो बिजली सी चमक जाती है
तेरे सांसों सी गुलाबों की महक आती है
तू जो चलती है तो कुदरत भी महक जाती है

tū mere sāmne hai, terī julphe haiṅ khulī
terā āṅchal hai ḍhalā, maiṅ bhalā hośh meṅ kaise rahūṇ

terī āṇkheṅ to chhalakte hue paimāne haiṅ
aur tere hoṭh larajte hue maykhāne haiṅ
mere armān isī bāt pe dīvāne haiṅ

tū jo hastī hai to bijlī sī chamak jātī hai
tere sāṅsoṅ sī gulāboṅ kī mahak ātī hai
tū jo chaltī hai to kudarat bhī mahak jātī hai