तू मेरे सामने ... हायो रब्बा प्यार दीयां मजबूरियाँ
हो हो हो हो
तू मेरे सामने मैं तेरे सामने
मैं तेरे सामने तू मेरे सामने
दोनों के बीच हैं मीलों की दूरियाँ
धक धक दिल बोले मेरा छम छम मेरी चूड़ियाँ
हायो रब्बा हायो रब्बा प्यार दीयां मजबूरियाँ
हायो रब्बा …
मैं सोचूं हाँ कर दूं
दिल बोले ना कर दे
दिल बोले हाँ कर दे
मैं सोचूं ना कर दूं
रातां हैं लम्बियां बातां अधूरियां
हाँ ना हो जाए तो हो जाएँ गल्लां पूरियां
हायो रब्बा …
जा अपने दामन को फूलों से तू भर ले
जीना है तो जी ले मरना है तो मर ले
दिल चाहे दिल को आज दे दूं मंजूरियां
हम भी कर लें सरकार की जी हजूरियां
हायो रब्बा …
ho ho ho ho
tū mere sāmne maiṅ tere sāmne
maiṅ tere sāmne tū mere sāmne
donoṅ ke bīch haiṅ mīloṅ kī dūriyāṇ
dhak dhak dil bole merā chham chham merī chūṛiyāṇ
hāyo rabbā hāyo rabbā pyār dīyāṅ majbūriyāṇ
hāyo rabbā …
maiṅ sochūṅ hāṇ kar dūṅ
dil bole nā kar de
dil bole hāṇ kar de
maiṅ sochūṅ nā kar dūṅ
rātāṅ haiṅ lambiyāṅ bātāṅ adhūriyāṅ
hāṇ nā ho jāe to ho jāeṇ gallāṅ pūriyāṅ
hāyo rabbā …
jā apne dāman ko phūloṅ se tū bhar le
jīnā hai to jī le marnā hai to mar le
dil chāhe dil ko āj de dūṅ maṅjūriyāṅ
ham bhī kar leṅ sarkār kī jī hajūriyāṅ
hāyo rabbā …