तू मेरे दिल में बस जा मुझको फंसा ले या फंस जा
तू मेरे दिल में बस जा मुझको फंसा ले या फंस जा
तू मेरे दिल में …
हो हो हो सावन की लिख दे कहानी प्यासी है मेरी जवानी
क्या सोचता है बरस जा
मुझको फंसा ले …
चिकनी हैं चाहत की राहें उसपे ये चिकनी बाहें
क्या सोचती है फिसल जा
मुझको फंसा ले …
आँखों से आँखें मिलेंगी नज़रों की छुरियां चलेंगी
हाय मुझको बचा ले या मर जा
मुझको फंसा ले …
नमकीन है तुझको चख लूं होंठों पे अपने रख लूं
फंस जाएगी जा के छुप जा
मुझको फंसा ले …
tū mere dil meṅ bas jā mujhko phaṅsā le yā phaṅs jā
tū mere dil meṅ …
ho ho ho sāvan kī likh de kahānī pyāsī hai merī javānī
kyā sochtā hai baras jā
mujhko phaṅsā le …
chiknī haiṅ chāhat kī rāheṅ uspe ye chiknī bāheṅ
kyā sochtī hai phisal jā
mujhko phaṅsā le …
āṇkhoṅ se āṇkheṅ mileṅgī nazroṅ kī chhuriyāṅ chaleṅgī
hāy mujhko bachā le yā mar jā
mujhko phaṅsā le …
namkīn hai tujhko chakh lūṅ hoṅṭhoṅ pe apne rakh lūṅ
phaṅs jāegī jā ke chhup jā
mujhko phaṅsā le …