Too meraa superman main teree lady

तू मेरा सुपेर्मन मैं तेरी लद्य्
Work
Year
Language

तू मेरा superman मैं तेरी lady
हो गया है अपना प्यार already

मैं तेरा superman तू मेरी lady
हो गया है अपना प्यार already

महसूस करूं महफ़ूज़ तेरी बाहों में
मैं नाज़ करूं चले साथ तू जब राहों में
तू मेरा superman …

super super super superman
हमदर्द है तू कमज़ोरों का है सहारा
तुझे मेरे लिए अंबर से गया है उतारा
मैं तेरा superman …

तेरा सुन के नाम आ जाए चमक आँखों में
मेरे दिल ने चुना है साथ तेरा लाखों में
तू मेरा superman …

tū merā superman maiṅ terī lady
ho gayā hai apnā pyār already

maiṅ terā superman tū merī lady
ho gayā hai apnā pyār already

mahsūs karūṅ mahafūz terī bāhoṅ meṅ
maiṅ nāz karūṅ chale sāth tū jab rāhoṅ meṅ
tū merā superman …

super super super superman
hamdard hai tū kamazoroṅ kā hai sahārā
tujhe mere lie aṅbar se gayā hai utārā
maiṅ terā superman …

terā sun ke nām ā jāe chamak āṇkhoṅ meṅ
mere dil ne chunā hai sāth terā lākhoṅ meṅ
tū merā superman …