तू मेरा जानू है तू मेरा दिलबर है
मेरा बालाम मेरा साजन मेरा साजन मेरा बालाम
मेरा मजनू मेरा राँझा
जानू!
तू मेरा जानू है तू मेरा दिलबर है
मेरी प्रेम कहानी का तू हीरो है
पर प्रेम ग्रन्थ के पन्नों पर
अपनी तक़दीर तो ज़ीरो है
दिल वालों में न कोई अमीर होता है न गरीब होता है
किसी किसी को ये प्यार नसीब होता है
दिल की दुनिया से ये दुनिया दूर होती है दिल क़रीब होता है
कोई कोई ऐसा खुशनसीब होता है
तेरी बातें तू ही जाने मैं तो बस इतना जानूँ
जानू! जानू! जानू!
तू मेरा जानू है …
प्रेमी के हाथों में प्रेम लकीर होती है, तहरीर होती है
नहीं नहीं आँखों में तसवीर होती है
प्यार जो करते हैं उनकी तक़दीर होती है, जागीर होती है
कुछ भी हो लेकिन राँझे की ही हीर होती है
ये सब किस्से हैं पुराने मैं तो बस इतना जानूँ
कि प्रेम ग्रन्थ के पन्नों पर अपनी तक़दीर तो ज़ीरो है
कि प्रेम ग्रन्थ के पन्नों पर तू मेरा हीरो है
कितना पापी है तू मुझे प्यार करता है, इक़रार करता है
याद तुझे पल में दिल सौ बार करता है
देखें कौन जुदा हमको दिलदार करता है इंकार करता है
प्यार कहाँ लोगों का इंतज़ार करता है
तेरी बातें तू ही जाने मैं तो बस इतना जानूँ
जानू जानू जानू जानू जानू जानू
मैं तेरा जानूँ हूँ …
merā bālām merā sājan merā sājan merā bālām
merā majnū merā rāṇjhā
jānū!
tū merā jānū hai tū merā dilbar hai
merī prem kahānī kā tū hīro hai
par prem granth ke pannoṅ par
apnī taqdīr to zīro hai
dil vāloṅ meṅ na koī amīr hotā hai na garīb hotā hai
kisī kisī ko ye pyār nasīb hotā hai
dil kī duniyā se ye duniyā dūr hotī hai dil qarīb hotā hai
koī koī aisā khuśhansīb hotā hai
terī bāteṅ tū hī jāne maiṅ to bas itnā jānūṇ
jānū! jānū! jānū!
tū merā jānū hai …
premī ke hāthoṅ meṅ prem lakīr hotī hai, tahrīr hotī hai
nahīṅ nahīṅ āṇkhoṅ meṅ tasvīr hotī hai
pyār jo karte haiṅ unkī taqdīr hotī hai, jāgīr hotī hai
kuchh bhī ho lekin rāṇjhe kī hī hīr hotī hai
ye sab kisse haiṅ purāne maiṅ to bas itnā jānūṇ
ki prem granth ke pannoṅ par apnī taqdīr to zīro hai
ki prem granth ke pannoṅ par tū merā hīro hai
kitnā pāpī hai tū mujhe pyār kartā hai, iqrār kartā hai
yād tujhe pal meṅ dil sau bār kartā hai
dekheṅ kaun judā hamko dildār kartā hai iṅkār kartā hai
pyār kahāṇ logoṅ kā iṅtazār kartā hai
terī bāteṅ tū hī jāne maiṅ to bas itnā jānūṇ
jānū jānū jānū jānū jānū jānū
maiṅ terā jānūṇ hūṇ …