Too laalee hai savere vaalee gagan rang de

तू लाली है सवेरे वाली गगन रंग दे
Year
Language

कि: तू लाली है सवेरे वाली गगन रंग दे तू मेरे मन का
आ: जो सूरज तू मैं धरती तेरी तू साथी है मेरे जीवन का
कि: तू लाली है …
आ: जो सूरज तू …

कि: हो तेरे-मेरे बीच की मिटेगी कब दूरी
आ: हो होती है कुछ तो सनम सभी की मजबूरी
कि: तुम हो निग़ाहों में कब आओगी बाँहों में
आ: तुम में जो हिम्मत हो मुझ से मोहब्बत हो
जग से मुझे छीन लो
कि: तू लाली है …
आ: जो सूरज तू …

आ: हो तेरे ही फेरे करूँ खींची हुई मैं आऊँ
कि: हो देखूँ तुझे दूर से गले ना लग जाऊँ
आ: किसने तुम्हें रोका कर लो वो जो सोचा
कि: हँसी ना उड़ाओ और ना जलाओ
आँचल की तुम छाँव दो
कि: तू लाली है …
आ: जो सूरज तू …

ki: tū lālī hai savere vālī gagan raṅg de tū mere man kā
ā: jo sūraj tū maiṅ dhartī terī tū sāthī hai mere jīvan kā
ki: tū lālī hai …
ā: jo sūraj tū …

ki: ho tere-mere bīch kī miṭegī kab dūrī
ā: ho hotī hai kuchh to sanam sabhī kī majbūrī
ki: tum ho niġhāhoṅ meṅ kab āogī bāṇhoṅ meṅ
ā: tum meṅ jo himmat ho mujh se mohabbat ho
jag se mujhe chhīn lo
ki: tū lālī hai …
ā: jo sūraj tū …

ā: ho tere hī phere karūṇ khīṅchī huī maiṅ āūṇ
ki: ho dekhūṇ tujhe dūr se gale nā lag jāūṇ
ā: kisne tumheṅ rokā kar lo vo jo sochā
ki: hṇsī nā uṛāo aur nā jalāo
āṇchal kī tum chhāṇv do
ki: tū lālī hai …
ā: jo sūraj tū …