Too k‌yaa mil gaee ... mohabbat ho naa jaae

तू क्‌या मिल गई ... मोहब्बत हो ना जाए
Work
Year
Language

को: आ आ आ आ आ आ -2
अ: तू क्‌या मिल गई ये समा रंगीं हो गया
सेहरा में जैसे खिल गया हो गुल नया
ऐ मेरी जान-ए-जाँ है तुझे क्‌या पता
तेरे हुस्न का ( मुझपे नशा छा गया ) -3
( मोहब्बत ) -3 हो ना जाए
( क़यामत ) -3 आ ना जाए
को: ( मोहब्बत ) -3 हो ना जाए
( क़यामत ) -3 आ ना जाए
हे: हाँ आँ आँ आँ आँ
हो ओ ओ ओ ओ

आज-कल क्‌या बताऊँ मदहोश हो गई हूँ
महसूस हो रहा है मैं कहीं खो गई हूँ
अ: खोया मेरा भी दिल है बेचैन ये धड़कन है
क्‌या यही है मोहब्बत कैसा दीवानापन है
हे: ऐ मेरे जान-ए-जाँ है तुझे क्‌या पता
हाल मेरे भी ( दिल का है कुछ आप सा ) -3
( मोहब्बत ) -3 हो ना जाए
अ: ( क़यामत ) -3 आ ना जाए
को: ( मोहब्बत ) -3 हो ना जाए
( क़यामत ) -3 आ ना जाए

को: आ आ आ आ आ आ

हे: तूने जो छू लिया तो खिल गईं दिल की कलियाँ
तेरी आँखों में मुझको मिल गई मेरी दुनिया
अ: यूँ तो लाखों हसीं हैं तुझ सा कोई नहीं है
जिस की ख़्वाहिश थी मुझको जान-ए-जाँ तू वही है
हे: ऐ मेरे जान-ए-जाँ सुन तेरा शुक्‌रिया
मिल गया तेरे ( दिल में मुझे आशियाँ ) -3
अ: ऐ मेरी जान-ए-जाँ आ गले से लगा
ताकि मिल जाएँ ( मुझको ज़मीं-आसमाँ ) -3
( मोहब्बत ) -3
अ: ( क़यामत ) -3
को: ( मोहब्बत ) -3 हो ना जाए
( क़यामत ) -3 आ ना जाए

हे: तू क्‌या मिल गया ये समा रंगीं हो गया
सेहरा में जैसे खिल गया हो गुल नया
ऐ मेरी जान-ए-जाँ है तुझे क्‌या पता
तेरे इश्क़ का ( मुझपे नशा छा गया ) -3
अ: ( मोहब्बत ) -2
हे: ( क़यामत ) -2
दो: ( मोहब्बत ) -2
( क़यामत ) -2
को: ( मोहब्बत ) -3 हो ना जाए
( क़यामत ) -3 आ ना जाए
दो: ( हे हे हे हे हे
आ आ आ आ आ ) -2

ko: ā ā ā ā ā ā -2
a: tū k‌yā mil gaī ye samā raṅgīṅ ho gayā
sehrā meṅ jaise khil gayā ho gul nayā
ai merī jān-e-jāṇ hai tujhe k‌yā patā
tere husn kā ( mujhpe naśhā chhā gayā ) -3
( mohabbat ) -3 ho nā jāe
( qayāmat ) -3 ā nā jāe
ko: ( mohabbat ) -3 ho nā jāe
( qayāmat ) -3 ā nā jāe
he: hāṇ āṇ āṇ āṇ āṇ
ho o o o o

āj-kal k‌yā batāūṇ madhośh ho gaī hūṇ
mahsūs ho rahā hai maiṅ kahīṅ kho gaī hūṇ
a: khoyā merā bhī dil hai bechain ye dhaṛkan hai
k‌yā yahī hai mohabbat kaisā dīvānāpan hai
he: ai mere jān-e-jāṇ hai tujhe k‌yā patā
hāl mere bhī ( dil kā hai kuchh āp sā ) -3
( mohabbat ) -3 ho nā jāe
a: ( qayāmat ) -3 ā nā jāe
ko: ( mohabbat ) -3 ho nā jāe
( qayāmat ) -3 ā nā jāe

ko: ā ā ā ā ā ā

he: tūne jo chhū liyā to khil gaīṅ dil kī kaliyāṇ
terī āṇkhoṅ meṅ mujhko mil gaī merī duniyā
a: yūṇ to lākhoṅ hasīṅ haiṅ tujh sā koī nahīṅ hai
jis kī khvāhiśh thī mujhko jān-e-jāṇ tū vahī hai
he: ai mere jān-e-jāṇ sun terā śhuk‌riyā
mil gayā tere ( dil meṅ mujhe āśhiyāṇ ) -3
a: ai merī jān-e-jāṇ ā gale se lagā
tāki mil jāeṇ ( mujhko zamīṅ-āsmāṇ ) -3
( mohabbat ) -3
a: ( qayāmat ) -3
ko: ( mohabbat ) -3 ho nā jāe
( qayāmat ) -3 ā nā jāe

he: tū k‌yā mil gayā ye samā raṅgīṅ ho gayā
sehrā meṅ jaise khil gayā ho gul nayā
ai merī jān-e-jāṇ hai tujhe k‌yā patā
tere iśhq kā ( mujhpe naśhā chhā gayā ) -3
a: ( mohabbat ) -2
he: ( qayāmat ) -2
do: ( mohabbat ) -2
( qayāmat ) -2
ko: ( mohabbat ) -3 ho nā jāe
( qayāmat ) -3 ā nā jāe
do: ( he he he he he
ā ā ā ā ā ) -2