Too k‌yaa cheez hai ... tere nain bare matvaale

तू क्‌या चीज़ है ... तेरे नैन बड़े मतवाले
Work
Year
Language

तू क्‌या चीज़ है तू क्‌या चीज़ है
होय होय होय होय ओ के शावा
तेरे नैन बड़े मतवाले जैसे दारू के दो प्याले
दिल ना संभले मेरे संभाले तू क्‌या चीज़ है
होय होय होय

जा रे जा रे ओ दीवाने वरना पहुंचा दूंगी थाने
देखे मैने बड़े सयाने तू क्‌या चीज़ है
ओ तेरे नैन बड़े …

मैं आशिक़ हूँ मैं दीवाना
मगर तूने नहीं जाना
तू पागल है तू झक्‌की है
तुझे मैने है पहचाना
चाहें मुझे कहे तू झक्‌की
चाहें जेल में पीसूं चक्‌की
लेकिन बात करूंगा पक्‌की
तू क्‌या चीज़ है

हो फिर तू लगा वो माला जपने
ऐसे होश न खो तू अपने
तू और देखे मेरे सपने
तू क्‌या चीज़ है
तेरे नैन बड़े …

मेरे दिल में तमन्ना है
तुझे अपना बना लूं मैं
मेरे घर में जो तू आए
तो इक पल में निकालूं मैं
चाहें घर से निकाला जाऊं
तेरे गुण मैं फिर भी गाऊं
तुझ से काश कभी मिल पाऊं
तू क्‌या चीज़ है

हो तेरी अकल गई है मारी
मत कर मरने की तैयारी
तू और करेगा मुझसे यारी
तू क्‌या चीज़ है
ओ तेरे नैन बड़े …

tū k‌yā chīz hai tū k‌yā chīz hai
hoy hoy hoy hoy o ke śhāvā
tere nain baṛe matvāle jaise dārū ke do pyāle
dil nā saṅbhle mere saṅbhāle tū k‌yā chīz hai
hoy hoy hoy

jā re jā re o dīvāne varnā pahuṅchā dūṅgī thāne
dekhe maine baṛe sayāne tū k‌yā chīz hai
o tere nain baṛe …

maiṅ āśhiq hūṇ maiṅ dīvānā
magar tūne nahīṅ jānā
tū pāgal hai tū jhak‌kī hai
tujhe maine hai pahchānā
chāheṅ mujhe kahe tū jhak‌kī
chāheṅ jel meṅ pīsūṅ chak‌kī
lekin bāt karūṅgā pak‌kī
tū k‌yā chīz hai

ho phir tū lagā vo mālā japne
aise hośh na kho tū apne
tū aur dekhe mere sapne
tū k‌yā chīz hai
tere nain baṛe …

mere dil meṅ tamannā hai
tujhe apnā banā lūṅ maiṅ
mere ghar meṅ jo tū āe
to ik pal meṅ nikālūṅ maiṅ
chāheṅ ghar se nikālā jāūṅ
tere guṇ maiṅ phir bhī gāūṅ
tujh se kāśh kabhī mil pāūṅ
tū k‌yā chīz hai

ho terī akal gaī hai mārī
mat kar marne kī taiyārī
tū aur karegā mujhse yārī
tū k‌yā chīz hai
o tere nain baṛe …