Too k‌yaa banglaa banaaegaa ... phir dekh tamaashaa

तू क्‌या बंगला बनाएगा ... फिर देख तमाशा
Year
Language

तू क्‌या बंगला बनाएगा गाड़ी क्‌या दिलाएगा
सैर क्‌या कराएगा जाने दे जाने दे जाने दे
ज़रा परदे पे आने दे मुझे हीरो तो बन जाने दे
फिर देख तमाशा फिर देख तमाशा

बड़े बोल ना बोल तू लगता है zero
कौन बनाएगा तुझको filmy hero
अरे रंग लाएगी जिस दिन ये कुण्डली मेरी
उस दिन पकड़ के चल दूंगा उंगली तेरी
अरे दिल को चुराने का तेरा बहाना है
बातें बड़ी ना बना
ज़रा चक्‌कर चल जाने दे मुझे T.V. पे आने दे
फिर देख तमाशा …

इक दिन मेरा सच हो जाएगा सपना
pali hill पे होगा इक बंगला अपना
हाँ मेरे तन पे होगी रेशम की साड़ी
अपने नीचे होगी फिर मोटर गाड़ी
अरे बंगला भी होगा गाड़ी भी होगी
खुलने दे किस्मत ज़रा
ज़रा photo छप जाने दे मेरा डंका बज जाने दे
फिर देख तमाशा …

tū k‌yā baṅglā banāegā gāṛī k‌yā dilāegā
sair k‌yā karāegā jāne de jāne de jāne de
zarā parde pe āne de mujhe hīro to ban jāne de
phir dekh tamāśhā phir dekh tamāśhā

baṛe bol nā bol tū lagtā hai zero
kaun banāegā tujhko filmy hero
are raṅg lāegī jis din ye kuṇḍlī merī
us din pakaṛ ke chal dūṅgā uṅglī terī
are dil ko churāne kā terā bahānā hai
bāteṅ baṛī nā banā
zarā chak‌kar chal jāne de mujhe T.V. pe āne de
phir dekh tamāśhā …

ik din merā sach ho jāegā sapnā
pali hill pe hogā ik baṅglā apnā
hāṇ mere tan pe hogī reśham kī sāṛī
apne nīche hogī phir moṭar gāṛī
are baṅglā bhī hogā gāṛī bhī hogī
khulne de kismat zarā
zarā photo chhap jāne de merā ḍaṅkā baj jāne de
phir dekh tamāśhā …