तू कहाँ, ये बता, इस नशीली रात में, जाने ना मेरा दिल दीवाना
तू कहाँ, ये बता, इस नशीली रात में
माने ना मेरा दिल दीवाना
हाय रे … माने ना मेरा दिल दीवाना
हे … बड़ा नटखट है समा - 2
हर नज़ारा है जवाँ
छा गया चारों तरफ़, मेरी आहों का धुआँ
दिल मेरा, मेरी जाँ, ना जाना … तू कहाँ …
ओ ओ … आई जब ठंडी हवा - 2
मैने पूछा जो पता
वो भी कतराके गई, और बेचैन किया
प्यार से, तू मुझे, दे सदा … तू कहाँ …
हे … चांद तारों ने सुना - 2
इन बहारों ने सुना
दर्द का राग मेरा, रहगुज़ारों ने सुना
तू भी सुन, जानेमन, आ भी जा … तू कहाँ …
ओ ओ … प्यार का देखो असर - 2
आए तुम थामे जिगर
मिल गई आज मुझे, मेरी मनचाही डगर
क्यूँ छुपा, एक झलक, फिर दिखा … तू कहाँ …
tū kahāṇ, ye batā, is naśhīlī rāt meṅ
māne nā merā dil dīvānā
hāy re … māne nā merā dil dīvānā
he … baṛā naṭkhaṭ hai samā - 2
har nazārā hai javāṇ
chhā gayā chāroṅ taraf, merī āhoṅ kā dhuāṇ
dil merā, merī jāṇ, nā jānā … tū kahāṇ …
o o … āī jab ṭhaṅḍī havā - 2
maine pūchhā jo patā
vo bhī katrāke gaī, aur bechain kiyā
pyār se, tū mujhe, de sadā … tū kahāṇ …
he … chāṅd tāroṅ ne sunā - 2
in bahāroṅ ne sunā
dard kā rāg merā, rahguzāroṅ ne sunā
tū bhī sun, jāneman, ā bhī jā … tū kahāṇ …
o o … pyār kā dekho asar - 2
āe tum thāme jigar
mil gaī āj mujhe, merī manchāhī ḍagar
kyūṇ chhupā, ek jhalak, phir dikhā … tū kahāṇ …