Too jo hai to sab kuchh hai ... hamen tumse pyaar kitnaa

तू जो है तो सब कुछ है ... हमें तुमसे प्यार कितना
Year
Language

तू जो है तो सब कुछ है ना कोई कमी है
हमें तुमसे प्यार कितना ये हम नहीं जानते
मगर जी नहीं सकते तुम्हारे बिना आ आ आ

हमें तुमसे प्यार कितना ये हम नहीं जानते
मगर जी नहीं सकते तुम्हारे बिना

हमें तुमसे प्यार कितना
तू ही जाँ
ये हम नहीं जानते
तू ही जाँ
मगर जी नहीं सकते
तू ख़ुशी है
तुम्हारे बिना हाँ हाँ हाँ
तू ही दिल है
तू ही जाँ भी है
तू ख़ुशी है
आसरा भी है
तेरी चाहत ज़िन्दगी है
तू मोहब्बत
तू आशिक़ी है

तुम्हें कोई और देखे तो जलता है दिल
बड़ी मुश्क़िलों से फिर सम्भलता है दिल
क्‌या-क्‌या जतन करते हैं तुम्हें क्‌या पता
ये दिल बेक़रार कितना ये हम नहीं जानते
मगर जी नहीं सकते तुम्हारे बिना
हमें तुमसे प्यार कितना

सुना ग़म जुदाई का उठाते हैं लोग
जाने ज़िन्दगी कैसे बिताते हैं लोग
दिन भी यहाँ तो लगे बरस के समान
हमें इन्तज़ार कितना ये हम नहीं जानते
मगर जी नहीं सकते तुम्हारे बिना
हमें तुमसे प्यार कितना ये हम नहीं जानते
मगर जी नहीं सकते तुम्हारे बिना आ आ आ

tū jo hai to sab kuchh hai nā koī kamī hai
hameṅ tumse pyār kitnā ye ham nahīṅ jānte
magar jī nahīṅ sakte tumhāre binā ā ā ā

hameṅ tumse pyār kitnā ye ham nahīṅ jānte
magar jī nahīṅ sakte tumhāre binā

hameṅ tumse pyār kitnā
tū hī jāṇ
ye ham nahīṅ jānte
tū hī jāṇ
magar jī nahīṅ sakte
tū khuśhī hai
tumhāre binā hāṇ hāṇ hāṇ
tū hī dil hai
tū hī jāṇ bhī hai
tū khuśhī hai
āsrā bhī hai
terī chāhat zindgī hai
tū mohabbat
tū āśhiqī hai

tumheṅ koī aur dekhe to jaltā hai dil
baṛī muśhqiloṅ se phir sambhaltā hai dil
k‌yā-k‌yā jatan karte haiṅ tumheṅ k‌yā patā
ye dil beqrār kitnā ye ham nahīṅ jānte
magar jī nahīṅ sakte tumhāre binā
hameṅ tumse pyār kitnā

sunā ġham judāī kā uṭhāte haiṅ log
jāne zindgī kaise bitāte haiṅ log
din bhī yahāṇ to lage baras ke samān
hameṅ intazār kitnā ye ham nahīṅ jānte
magar jī nahīṅ sakte tumhāre binā
hameṅ tumse pyār kitnā ye ham nahīṅ jānte
magar jī nahīṅ sakte tumhāre binā ā ā ā