तू है मेरा प्रेम देवता
इन चरणों की दासी हूँ मैं
मन की प्यार बुझाने आई
अन्तरघट तक प्यासी हूँ मैं
तू है मेरा प्रेम देवता
र: मैं गौरी तू कन्त हमारा
म: मैं गंगा तू मेरा किनारा
र: मैं गौरी तू कन्त हमारा
र: मैं गौरी तू कन्त हमारा
म: मैं गंगा तू मेरा किनारा
र: अंग लगाओ प्यास बुझाओ -2
म: नदिया हो कर प्यासी हूँ मैं
र: मन की प्यार बुझाने आई -2
अन्तरघट तक प्यासी हूँ मैं
दो: तू है मेरा प्रेम देवता
र: डम डम डम डम डमरू बाजे
म: मैं नाचूँ शंकर के आगे
र: डम डम डम डम डमरू बाजे
र: डम डम डम डम डमरू बाजे
म: मैं नाचूँ शंकर के आगे
र: हो के रहेगी जीत उसी की -2
म: जिसकी कला से शंकर जागे
र: मन की प्यार बुझाने आई -2
अन्तरघट तक प्यासी हूँ मैं
दो: तू है मेरा प्रेम देवता
tū hai merā prem devtā
in charṇoṅ kī dāsī hūṇ maiṅ
man kī pyār bujhāne āī
antarghaṭ tak pyāsī hūṇ maiṅ
tū hai merā prem devtā
ra: maiṅ gaurī tū kant hamārā
ma: maiṅ gaṅgā tū merā kinārā
ra: maiṅ gaurī tū kant hamārā
ra: maiṅ gaurī tū kant hamārā
ma: maiṅ gaṅgā tū merā kinārā
ra: aṅg lagāo pyās bujhāo -2
ma: nadiyā ho kar pyāsī hūṇ maiṅ
ra: man kī pyār bujhāne āī -2
antarghaṭ tak pyāsī hūṇ maiṅ
do: tū hai merā prem devtā
ra: ḍam ḍam ḍam ḍam ḍamrū bāje
ma: maiṅ nāchūṇ śhaṅkar ke āge
ra: ḍam ḍam ḍam ḍam ḍamrū bāje
ra: ḍam ḍam ḍam ḍam ḍamrū bāje
ma: maiṅ nāchūṇ śhaṅkar ke āge
ra: ho ke rahegī jīt usī kī -2
ma: jiskī kalā se śhaṅkar jāge
ra: man kī pyār bujhāne āī -2
antarghaṭ tak pyāsī hūṇ maiṅ
do: tū hai merā prem devtā