Too bhee beqraar main bhee beqraar ... tujhe chhoonaa chaahe saanson ke taar

तू भी बेक़रार मैं भी बेक़रार ... तुझे छूना चाहे साँसों के तार्
Year
Language

तू भी बेक़रार मैं भी बेक़रार -2
तुझे छूना चाहे साँसों के तार
होता नहीं हमसे और इन्तज़ार
तू भी बेक़रार मैं भी …

बाहों में तेरी सिमटने को बेताब मेरे अरमान कब से
सीने से तेरे लिपटने को बेचैन यह जिस्म-ओ-जान कब से
रहा नहीं खुद पे मुझे इख़्तियार
तू भी बेक़रार मैं भी …

सौ सूरज की आब लिए है चेहरा है वो ग़ुलाब तेरा
ताब कहाँ इन्सान में इतनी देख सके जो शबाब तेरा
तेरा हुस्न क़ुदरत का एक शाहकार
तू भी बेक़रार मैं भी …

tū bhī beqrār maiṅ bhī beqrār -2
tujhe chhūnā chāhe sāṇsoṅ ke tār
hotā nahīṅ hamse aur intazār
tū bhī beqrār maiṅ bhī …

bāhoṅ meṅ terī simaṭne ko betāb mere armān kab se
sīne se tere lipaṭne ko bechain yah jism-o-jān kab se
rahā nahīṅ khud pe mujhe ikhtiyār
tū bhī beqrār maiṅ bhī …

sau sūraj kī āb lie hai chehrā hai vo ġhulāb terā
tāb kahāṇ insān meṅ itnī dekh sake jo śhabāb terā
terā husn qudarat kā ek śhāhkār
tū bhī beqrār maiṅ bhī …