Tip-tip barsaa paanee, paanee ne aag lagaaee

तिप-टिप बरसा पानी, पानी ने आग लगाई
Work
Year
Language

टिप-टिप बरसा पानी, पानी ने आग लगाई
आग लगी दिल में तो, दिल को तेरी याद आई
तेरी याद आई तो, जल उठा मेरा भीगा बदन,
मेरे बस में नहीं मेरा मन, मैं क्‌या करूँ

नाम तेरा मेरे लबों पे आया था
तू ने बहाने से मुझे बुलाया था
झूम कर आ गया सावन, मैं क्‌या करूँ

डूबा दरिया में खड़ा मैं साहिल पर
तू बिजली बनकर गिरी मेरे दिल पर
चली ऐसी पागल पवन, मैं क्‌या करूँ

टिप-टिप बरसा पानी, पानी ने आग लगाई
आग लगी दिल में तो, दिल को तेरी याद आई
तेरी याद आई तो, जल उठा मेरा भीगा बदन,
मेरे बस में नहीं मेरा मन, मैं क्‌या करूँ

ṭip-ṭip barsā pānī, pānī ne āg lagāī
āg lagī dil meṅ to, dil ko terī yād āī
terī yād āī to, jal uṭhā merā bhīgā badan,
mere bas meṅ nahīṅ merā man, maiṅ k‌yā karūṇ

nām terā mere laboṅ pe āyā thā
tū ne bahāne se mujhe bulāyā thā
jhūm kar ā gayā sāvan, maiṅ k‌yā karūṇ

ḍūbā dariyā meṅ khaṛā maiṅ sāhil par
tū bijlī bankar girī mere dil par
chalī aisī pāgal pavan, maiṅ k‌yā karūṇ

ṭip-ṭip barsā pānī, pānī ne āg lagāī
āg lagī dil meṅ to, dil ko terī yād āī
terī yād āī to, jal uṭhā merā bhīgā badan,
mere bas meṅ nahīṅ merā man, maiṅ k‌yā karūṇ