तिक-टिक टिक-टिक चलती जाए घड़ी
कि: ( टिक-टिक टिक-टिक ) -2 चलती जाए घड़ी
कल आज और कल की पल-पल जुड़ती जाए कड़ी
टिक-टिक
आ: टिक-टिक चलती जाए …
कि: टिक-टिक टिक-टिक
आ: टिक-टिक टिक-टिक
कि: नहीं वक़्त के साथ जो चलते पीछे वो रह जाते हैं
अपने ही हाथों से अपने घर में आग लगाते हैं
दुनिया बदले मौसम बदले धरती अपनी साड़ी बदले
तुम बदलो पगड़ी
कल आज और कल की …
दो: चलती जाए घड़ी …
आ: नए-पुराने आज और कल में भेद ये किसने डाला है
जले दीप से दीप यहाँ पर सब में एक उजाला है
हो वक़्त नया हो रात नई हो बात नई हो मिले जहाँ पर
छोटी सुईं से बड़ी
कल आज और कल की …
टिक-टिक टिक-टिक
दो: चलती जाए घड़ी …
हाँ हाँ हाँ
मु: रमता जोगी बहता पानी वक़्त की राम-कहानी है
इस सागर की लहरों जैसी दुनिया आनी-जानी है
इसे चलाए उसे चलाए सारे जग को घड़ी चलाए
पर ख़ुद रहे खड़ी
कल आज और कल की …
हाँ हाँ हाँ
ती: टिक-टिक टिक-टिक
चलती जाए घड़ी …
ki: ( ṭik-ṭik ṭik-ṭik ) -2 chaltī jāe ghaṛī
kal āj aur kal kī pal-pal juṛtī jāe kaṛī
ṭik-ṭik
ā: ṭik-ṭik chaltī jāe …
ki: ṭik-ṭik ṭik-ṭik
ā: ṭik-ṭik ṭik-ṭik
ki: nahīṅ vaqt ke sāth jo chalte pīchhe vo rah jāte haiṅ
apne hī hāthoṅ se apne ghar meṅ āg lagāte haiṅ
duniyā badle mausam badle dhartī apnī sāṛī badle
tum badlo pagaṛī
kal āj aur kal kī …
do: chaltī jāe ghaṛī …
ā: nae-purāne āj aur kal meṅ bhed ye kisne ḍālā hai
jale dīp se dīp yahāṇ par sab meṅ ek ujālā hai
ho vaqt nayā ho rāt naī ho bāt naī ho mile jahāṇ par
chhoṭī suīṅ se baṛī
kal āj aur kal kī …
ṭik-ṭik ṭik-ṭik
do: chaltī jāe ghaṛī …
hāṇ hāṇ hāṇ
mu: ramtā jogī bahtā pānī vaqt kī rām-kahānī hai
is sāgar kī lahroṅ jaisī duniyā ānī-jānī hai
ise chalāe use chalāe sāre jag ko ghaṛī chalāe
par khud rahe khaṛī
kal āj aur kal kī …
hāṇ hāṇ hāṇ
tī: ṭik-ṭik ṭik-ṭik
chaltī jāe ghaṛī …