Thoree main hoon paagal ... ee love you you love me too

थोड़ी मैं हूं पागल ... ई लोवे योउ योउ लोवे मे तू
Year
Language

ऊ हूं तीरकरप्या सेमतु एम
क्‌या क्‌या क्‌या बोल रही हो
मैं समझा नहीं ज़रा फिर से बोलो
ऊ हूं तीरकरप्या सेमतु एम
अरे बाबा मेरा सर चकरा रहा है
ये क्‌या कह रही हो तुम
इतना भी समझ में नहीं आया बुद्धू कहीं के
मैने reverse में बोला है
ये ये ये reverse विवर्स मेरी समझ में नहीं आ रहा
सीधा सीधा बोलो ना
अच्छा सुनो मैं तुमसे प्यार करती हूं
क्‌या क्‌या क्‌या क्‌या क्‌या
I love you you love me too

थोड़ी मैं हूं पागल
थोड़ी दिल ने कर दी हलचल
अब मेरा है सब तू ही तू
मैं तेरी दीवानी
सुन ले मेरी प्रेम कहानी
याद है मुझको अब तू ही तू
i love you I love you
ऊ हूं तीरकरप्या सेमतु एम
oh God फिर से शुरु हो गई

शायरी वायरी क्‌या होती है मैं नहीं जानती
स्टायस वायस क्‌या कहते हैं मैं नहीं जानती
हफ़्ते महीने साल हैं क्‌यूं मैं नहीं जानती
लड़कियों के लम्बे बाल हैं क्‌यूं मैं नहीं जानती
रात में दुनिया क्‌यूं सोती है मैं नहीं जानती
हां ये मैं जानू ये मैं मानूं
हां ये मैं कह सकती हूं तुमसे
I love you I love you

रंगोली कैसे बनती है मैं नहीं जानती
सौ के आगे क्‌या गिनते हैं मैं नहीं जानती
ये आसमान क्‌यूं नीला है मैं नहीं जानती
पनी क्‌यूं इतना गीला है मैं नहीं जानती
T.V. किसने बनाया है मैं नहीं जानती
धूप में क्‌यूं बनता है साया मैं नहीं जानती
हां ये मैं जानू ये मैं मानूं
हां ये मैं कह सकती हूं तुमसे
I love you I love I love you I love you
I love you you love me too
थोड़ी मैं हूं …

ū hūṅ tīrkarapyā semtu em
k‌yā k‌yā k‌yā bol rahī ho
maiṅ samjhā nahīṅ zarā phir se bolo
ū hūṅ tīrkarapyā semtu em
are bābā merā sar chakrā rahā hai
ye k‌yā kah rahī ho tum
itnā bhī samajh meṅ nahīṅ āyā buddhū kahīṅ ke
maine reverse meṅ bolā hai
ye ye ye reverse vivars merī samajh meṅ nahīṅ ā rahā
sīdhā sīdhā bolo nā
achchhā suno maiṅ tumse pyār kartī hūṅ
k‌yā k‌yā k‌yā k‌yā k‌yā
I love you you love me too

thoṛī maiṅ hūṅ pāgal
thoṛī dil ne kar dī halchal
ab merā hai sab tū hī tū
maiṅ terī dīvānī
sun le merī prem kahānī
yād hai mujhko ab tū hī tū
i love you I love you
ū hūṅ tīrkarapyā semtu em
oh God phir se śhuru ho gaī

śhāyrī vāyrī k‌yā hotī hai maiṅ nahīṅ jāntī
sṭāyas vāyas k‌yā kahte haiṅ maiṅ nahīṅ jāntī
hafte mahīne sāl haiṅ k‌yūṅ maiṅ nahīṅ jāntī
laṛkiyoṅ ke lambe bāl haiṅ k‌yūṅ maiṅ nahīṅ jāntī
rāt meṅ duniyā k‌yūṅ sotī hai maiṅ nahīṅ jāntī
hāṅ ye maiṅ jānū ye maiṅ mānūṅ
hāṅ ye maiṅ kah saktī hūṅ tumse
I love you I love you

raṅgolī kaise bantī hai maiṅ nahīṅ jāntī
sau ke āge k‌yā ginte haiṅ maiṅ nahīṅ jāntī
ye āsmān k‌yūṅ nīlā hai maiṅ nahīṅ jāntī
panī k‌yūṅ itnā gīlā hai maiṅ nahīṅ jāntī
T.V. kisne banāyā hai maiṅ nahīṅ jāntī
dhūp meṅ k‌yūṅ bantā hai sāyā maiṅ nahīṅ jāntī
hāṅ ye maiṅ jānū ye maiṅ mānūṅ
hāṅ ye maiṅ kah saktī hūṅ tumse
I love you I love I love you I love you
I love you you love me too
thoṛī maiṅ hūṅ …