Thoraa-thoraa pyaar ho gayaa tumse

थोड़ा-ठोड़ा प्यार हो गया तुमसे
Work
Year
Language

ठोड़ा-ठोड़ा प्यार हो गया तुमसे ठोड़ा-ठोड़ा प्यार हो गया

दिल बेक़रार हो गया मिलने को दिल बेक़रार हो गया

प्यार की शबनम बरस रही है तुझ पर झूमे मन मेरा -2

ठोड़ा-ठोड़ा प्यार हो गया तुमसे ठोड़ा-ठोड़ा प्यार हो गया

यही है वो भूमी यही है वो नदिया जहाँ हम मिले थे लेके पहला-पहला प्यार

दिलबरजानी दिल में बसा है कितने जनम से तेरा-मेरा प्यार

गोरे-गोरे गालों को छूने दे सजनी दिल मेरा अपने ही बस में नहीं है

दिल बेक़रार हो गया तुमसे ठोड़ा-ठोड़ा प्यार हो गया
प्यार की शबनम बरस रही है तुझ पर झूमे मन मेरा
ठोड़ा-ठोड़ा प्यार हो गया तुमसे ठोड़ा-ठोड़ा प्यार हो गया

सपनों में तुमसे मिलते-मिलते तेरा दिवाना हो गया मैं

बचपन बीता याद में तेरी सतरह बरस की हो गई मैं

मन में मस्ती है साँसें बहकी हैं मेरे भी दिल की कलियाँ महकी हैं

दिल बेक़रार हो गया बलमा ठोड़ा-ठोड़ा प्यार हो गया
प्यार की शबनम बरस रही है तुझ पर झूमे मन मेरा
ठोड़ा-ठोड़ा प्यार हो गया तुमसे ठोड़ा-ठोड़ा प्यार हो गया

ṭhoṛā-ṭhoṛā pyār ho gayā tumse ṭhoṛā-ṭhoṛā pyār ho gayā

dil beqrār ho gayā milne ko dil beqrār ho gayā

pyār kī śhabnam baras rahī hai tujh par jhūme man merā -2

ṭhoṛā-ṭhoṛā pyār ho gayā tumse ṭhoṛā-ṭhoṛā pyār ho gayā

yahī hai vo bhūmī yahī hai vo nadiyā jahāṇ ham mile the leke pahlā-pahlā pyār

dilbarjānī dil meṅ basā hai kitne janam se terā-merā pyār

gore-gore gāloṅ ko chhūne de sajnī dil merā apne hī bas meṅ nahīṅ hai

dil beqrār ho gayā tumse ṭhoṛā-ṭhoṛā pyār ho gayā
pyār kī śhabnam baras rahī hai tujh par jhūme man merā
ṭhoṛā-ṭhoṛā pyār ho gayā tumse ṭhoṛā-ṭhoṛā pyār ho gayā

sapnoṅ meṅ tumse milte-milte terā divānā ho gayā maiṅ

bachapan bītā yād meṅ terī satarah baras kī ho gaī maiṅ

man meṅ mastī hai sāṇseṅ bahkī haiṅ mere bhī dil kī kaliyāṇ mahkī haiṅ

dil beqrār ho gayā balmā ṭhoṛā-ṭhoṛā pyār ho gayā
pyār kī śhabnam baras rahī hai tujh par jhūme man merā
ṭhoṛā-ṭhoṛā pyār ho gayā tumse ṭhoṛā-ṭhoṛā pyār ho gayā