थोड़ा सा प्यार हुआ है थोड़ा है बाकी
थोड़ा सा प्यार हुआ है थोड़ा है बाकी
हम तो दिल दे ही चुके बस तेरी हाँ है बाकी
कौन सा मोड़ आया ज़िंदगी के सफ़र में
बस गया तू ही तू अब तो मेरी नज़र में
दिल की हर एक धड़कन तुझको पहचानती है
मेरी चाहत है अब क्या तू नहीं जानती है
मैं तुझे जान गई ओ तुझको पहचान गई
फिर भी तेरी हाँ है बाकी
थोड़ा सा प्यार …
आज ये क्या हुआ है दिल नहीं मेरा बस में
इसलिए सोचती हूँ तोड़ दूँ सारी रस्में
उम्र भर के लिए तू आ मेरा साथ दे दे
तेरा हो जाऊंगा मैं हाथों में हाथ दे दे
हाथों में हाथ सही ओ तू मेरे साथ सही
फिर भी तेरी हाँ है बाकी
थोड़ा सा प्यार …
थोड़ा सा प्यार हुआ है थोड़ा है बाकी
हम तो चाहेंगे तुझे जब तलक जां है बाकी
प्यार हमने किया है प्यार तुमने किया है
यार फिर इम्तेहां क्यूँ ज़माने ने लिया है
साथ हम देंगे तेरा तुझसे वादा है साथी
दर्द जितना मिलेगा प्यार उतना बढ़ेगा
अपनी चाहत के आगे ये ज़माना झुकेगा
दिल से दिल मिल ही गए अपना मिलना है बाकी
थोड़ा सा प्यार …
thoṛā sā pyār huā hai thoṛā hai bākī
ham to dil de hī chuke bas terī hāṇ hai bākī
kaun sā moṛ āyā ziṅdgī ke safar meṅ
bas gayā tū hī tū ab to merī nazar meṅ
dil kī har ek dhaṛkan tujhko pahchāntī hai
merī chāhat hai ab kyā tū nahīṅ jāntī hai
maiṅ tujhe jān gaī o tujhko pahchān gaī
phir bhī terī hāṇ hai bākī
thoṛā sā pyār …
āj ye kyā huā hai dil nahīṅ merā bas meṅ
islie sochtī hūṇ toṛ dūṇ sārī rasmeṅ
umr bhar ke lie tū ā merā sāth de de
terā ho jāūṅgā maiṅ hāthoṅ meṅ hāth de de
hāthoṅ meṅ hāth sahī o tū mere sāth sahī
phir bhī terī hāṇ hai bākī
thoṛā sā pyār …
thoṛā sā pyār huā hai thoṛā hai bākī
ham to chāheṅge tujhe jab talak jāṅ hai bākī
pyār hamne kiyā hai pyār tumne kiyā hai
yār phir imtehāṅ kyūṇ zamāne ne liyā hai
sāth ham deṅge terā tujhse vādā hai sāthī
dard jitnā milegā pyār utnā baṛhegā
apnī chāhat ke āge ye zamānā jhukegā
dil se dil mil hī gae apnā milnā hai bākī
thoṛā sā pyār …