थोड़ा सा दिल लगा के देख ... तर रम पम पम्
श: थोड़ा सा दिल लगा के देख
र: तर रम पम पम
श: नैनों से मुस्कुरा के देख
र: तर रम पम पम
श: मेरा न बन सके अगर अपना हमें बना के देख
र: तर रम पम पम
श: धड़कन में तेरे लिए नग़में बहारों के हैं
दिल के ख़ज़ाने सारे अपने ही प्यारों के हैं
आ मेरे दिल में आ के देख
र: तर रम पम पम
श: नैनों से मुस्कुरा …
श: हँसने की बात कर ले ग़म के फ़साने से क्या
उल्फ़त से झोली भर ले तुझको ज़माने से क्या
दुनिया का ग़म भुला के देख
र: तर रम पम पम
श: नैनों से मुस्कुरा …
श: कुछ भी कहे ज़माना ला न मैल प्यारे
मौजों से डगमगा के देख
र: तर रम पम पम
श: नैनों से मुस्कुरा …
śha: thoṛā sā dil lagā ke dekh
ra: tar ram pam pam
śha: nainoṅ se muskurā ke dekh
ra: tar ram pam pam
śha: merā na ban sake agar apnā hameṅ banā ke dekh
ra: tar ram pam pam
śha: dhaṛkan meṅ tere lie naġhmeṅ bahāroṅ ke haiṅ
dil ke khazāne sāre apne hī pyāroṅ ke haiṅ
ā mere dil meṅ ā ke dekh
ra: tar ram pam pam
śha: nainoṅ se muskurā …
śha: hṇsne kī bāt kar le ġham ke fasāne se kyā
ulfat se jholī bhar le tujhko zamāne se kyā
duniyā kā ġham bhulā ke dekh
ra: tar ram pam pam
śha: nainoṅ se muskurā …
śha: kuchh bhī kahe zamānā lā na mail pyāre
maujoṅ se ḍagamgā ke dekh
ra: tar ram pam pam
śha: nainoṅ se muskurā …