थंडी में पसीना चले ... दद्द्य से पूछ लेना
ठंडी में पसीना चले न भूख न प्यास लगे
यार यही प्यार तो नहीं
daddy से पूछूंगा
तन में बरफ़ ढले जिगर में आग जले
यार यही प्यार तो नहीं
daddy से पूछ लेना
ठंडी में पसीना चले …
ऐसा लगे है अब तो मुझको आज ही जैसे देखा तुझको
लगता है मैं भी ढूंढ रहा था आज अचानक पाया तुझको
अबकी तू ऐसे मिले न भूख न प्यास लगे
यार यही प्यार तो नहीं
daddy से पूछ लेना
ठंडी में पसीना चले …
दिल क्या चाहे कह नहीं पाए तेरे बदन से लिपटा जाए
हाल हमारा खुद ही समझ लो आगे कोई अब क्या समझाए
चाहूं के लगा लूं गले जिगर में आग जले
यार यही प्यार तो नहीं
अरे daddy से पूछ लेना
तन में बरफ़ ढले …
ṭhaṅḍī meṅ pasīnā chale na bhūkh na pyās lage
yār yahī pyār to nahīṅ
daddy se pūchhūṅgā
tan meṅ baraf ḍhale jigar meṅ āg jale
yār yahī pyār to nahīṅ
daddy se pūchh lenā
ṭhaṅḍī meṅ pasīnā chale …
aisā lage hai ab to mujhko āj hī jaise dekhā tujhko
lagtā hai maiṅ bhī ḍhūṅḍh rahā thā āj achānak pāyā tujhko
abkī tū aise mile na bhūkh na pyās lage
yār yahī pyār to nahīṅ
daddy se pūchh lenā
ṭhaṅḍī meṅ pasīnā chale …
dil kyā chāhe kah nahīṅ pāe tere badan se lipṭā jāe
hāl hamārā khud hī samajh lo āge koī ab kyā samjhāe
chāhūṅ ke lagā lūṅ gale jigar meṅ āg jale
yār yahī pyār to nahīṅ
are daddy se pūchh lenā
tan meṅ baraf ḍhale …