थण्डी हवा काली घटा आ ही गई झूम के
(ठण्डी हवा, काली घटा, आ ही गई झूम के
प्यार लिये डोले हँसी नाचे जिया घूम के ) - 2
बैठी थी चुपचाप यूँही दिल की कली चुन के मैं - 2
दिल ने ये क्या बात कही रह न सकी सुन के मैं
मैं जो चली
मैं जो चली दिल ने कहा और ज़रा झूम के
प्यार लिये डोले हँसी नाचे जिया घूम के
ठण्डी हवा, काली घटा …
आज तो मैं अपनी छवी देख के शरमा गई - 2
जाने ये क्या सोच रही थी के हँसी आ गई
लोट गई
लोट गई ज़ुल्फ़ मेरी होंठ मेरा चूम के
प्यार लिये डोले हँसी नाचे जिया घूम के
ठण्डी हवा, काली घटा …
दिल का हर एक तार हिला छेड़ने लगी रागनी - 2
कजरा भरे नैन लिये बन के चलूँ कामनी
कह दो कोई
कह दो कोई आज घटा बरसे ज़रा झूम के
प्यार लिये डोले हँसी नाचे जिया घूम के
ठण्डी हवा, काली घटा …
(ṭhaṇḍī havā, kālī ghaṭā, ā hī gaī jhūm ke
pyār liye ḍole hṇsī nāche jiyā ghūm ke ) - 2
baiṭhī thī chupchāp yūṇhī dil kī kalī chun ke maiṅ - 2
dil ne ye kyā bāt kahī rah na sakī sun ke maiṅ
maiṅ jo chalī
maiṅ jo chalī dil ne kahā aur zarā jhūm ke
pyār liye ḍole hṇsī nāche jiyā ghūm ke
ṭhaṇḍī havā, kālī ghaṭā …
āj to maiṅ apnī chhavī dekh ke śharmā gaī - 2
jāne ye kyā soch rahī thī ke hṇsī ā gaī
loṭ gaī
loṭ gaī zulf merī hoṅṭh merā chūm ke
pyār liye ḍole hṇsī nāche jiyā ghūm ke
ṭhaṇḍī havā, kālī ghaṭā …
dil kā har ek tār hilā chheṛne lagī rāgnī - 2
kajrā bhare nain liye ban ke chalūṇ kāmnī
kah do koī
kah do koī āj ghaṭā barse zarā jhūm ke
pyār liye ḍole hṇsī nāche jiyā ghūm ke
ṭhaṇḍī havā, kālī ghaṭā …