Thahro zaraa ... dil men hain dharaknen

थहरो ज़रा ... दिल में हैं धड़कनें
Year
Language

ठहरो ज़रा ठहरो ज़रा
ठहरो ज़रा ठहरो ज़रा
दिल में हैं धड़कनें धड़कन में है सदा
ठहरो ज़रा …

समझो ज़रा समझो ज़रा
क्‌या मुश्किलें हैं मेरी मजबूरियाँ हैं क्‌या
ठहरो ज़रा …

मेरी बात जो न मानो मौसम को तो पहचानो
मौसम तो पागल सा है मौसम का भरोसा क्‌या है
ठहरो ज़रा ठहरो ज़रा ठहरो ज़रा ठहरो ज़रा ठहरो ज़रा
ओय ओय
खुश्बू का तो कहना सुन लो
ठहरो ये कलियाँ चुन लो
कलियाँ तो होंगी कल भी
कल भर लूँगी आँचल भी
ओहो हो
अ आ ठहरो ज़रा …

कुछ देर तो रुक जाओ ना
बैठो न पास आओ ना
घबराया मेरा दिल है
रुकना मेरा मुश्किल है
ठहरो ज़रा ठहरो ज़रा ठहरो ज़रा ठहरो ज़रा ठहरो ज़रा
ओय होय
ऐसे जो घबराओगी कल कैसे आ पाओगी
वादा मैं अपना निभाऊँगी
चाहें जो भी हो जाए आऊँगी
हाँ हाँ ओ ओ
ठहरो ज़रा …

ṭhahro zarā ṭhahro zarā
ṭhahro zarā ṭhahro zarā
dil meṅ haiṅ dhaṛakneṅ dhaṛkan meṅ hai sadā
ṭhahro zarā …

samjho zarā samjho zarā
k‌yā muśhkileṅ haiṅ merī majbūriyāṇ haiṅ k‌yā
ṭhahro zarā …

merī bāt jo na māno mausam ko to pahchāno
mausam to pāgal sā hai mausam kā bharosā k‌yā hai
ṭhahro zarā ṭhahro zarā ṭhahro zarā ṭhahro zarā ṭhahro zarā
oy oy
khuśhbū kā to kahnā sun lo
ṭhahro ye kaliyāṇ chun lo
kaliyāṇ to hoṅgī kal bhī
kal bhar lūṇgī āṇchal bhī
oho ho
a ā ṭhahro zarā …

kuchh der to ruk jāo nā
baiṭho na pās āo nā
ghabrāyā merā dil hai
ruknā merā muśhkil hai
ṭhahro zarā ṭhahro zarā ṭhahro zarā ṭhahro zarā ṭhahro zarā
oy hoy
aise jo ghabrāogī kal kaise ā pāogī
vādā maiṅ apnā nibhāūṇgī
chāheṅ jo bhī ho jāe āūṇgī
hāṇ hāṇ o o
ṭhahro zarā …