थहरिये होश में आलूँ तो चले जाइयेगा
रफ़ी: ठहरिये होश में आलूँ तो चले जाइयेगा
सुमन: म … म …
रफ़ी: आपको दिल में बिठालूँ तो चले जाइयेगा
सुमन: म … म …
रफ़ी: आपको दिल में बिठालूँ …
रफ़ी: कब तलक़ रहियेगा यूँ दूर की चाहत बनके - 2
दिल में आ जाइये इक़रार-ए-मुहब्बत बनके
अपनी तक़दीर बना लूँ तो चले जाइयेगा
सुमन: म … म …
रफ़ी: आपको दिल में बिठालूँ …
सुमन: मुझको इक़रार-ए-मुहब्बत पे हया आती है - 2
बात कहते हुए गरदन मेरी झुक जाती है
देखिये सर को झुका लूँ तो चले जाइयेगा
रफ़ी: म … म …
सुमन: देखिये सर को झुका लूँ तो चले जाइयेगा
रफ़ी: हाय, आपको दिल में बिठालूँ …
रफ़ी: ऐसी क्या शर्म ज़रा पास तो आने दीजे - 2
रुख से बिखरी हुइ ज़ुल्फ़ें तो हटाने दीजे
प्यास आँखों की बुझा लूँ तो चले जाइयेगा
ठहरिये होश में आलूँ तो चले जाइयेगा …
rafī: ṭhahriye hośh meṅ ālūṇ to chale jāiyegā
suman: ma … ma …
rafī: āpko dil meṅ biṭhālūṇ to chale jāiyegā
suman: ma … ma …
rafī: āpko dil meṅ biṭhālūṇ …
rafī: kab talaq rahiyegā yūṇ dūr kī chāhat banke - 2
dil meṅ ā jāiye iqrār-e-muhabbat banke
apnī taqdīr banā lūṇ to chale jāiyegā
suman: ma … ma …
rafī: āpko dil meṅ biṭhālūṇ …
suman: mujhko iqrār-e-muhabbat pe hayā ātī hai - 2
bāt kahte hue gardan merī jhuk jātī hai
dekhiye sar ko jhukā lūṇ to chale jāiyegā
rafī: ma … ma …
suman: dekhiye sar ko jhukā lūṇ to chale jāiyegā
rafī: hāy, āpko dil meṅ biṭhālūṇ …
rafī: aisī kyā śharm zarā pās to āne dīje - 2
rukh se bikhrī hui zulfeṅ to haṭāne dīje
pyās āṇkhoṅ kī bujhā lūṇ to chale jāiyegā
ṭhahriye hośh meṅ ālūṇ to chale jāiyegā …