Thahreee hosh men aa loon, to chale jaaeeegaa

ठहरीए होश में आ लूँ, तो चले जाईएगा
Year
Language

ठहरिये होश में आ लूँ, तो चले जाईएगा
आप को दिल में बिठा लूँ, तो चले जाईएगा

कब तलक़ रहिएगा यूँ दूर की चाहत बन के
दिल में आ जाईए, इकरार-ए-मोहब्बत बन के
अपनी तकदीर बना लूँ, तो चले जाईएगा

मुझ को इकरार-ए-मोहब्बत से हया आती है
बात कहते हुए गर्दन मेरी झुक जाती है
देखिये सर को झुका लूँ, तो चले जाईएगा

ऐसी क्या शर्म जरा, पास तो आने दीजिये
रुख़ से बिखरी हुई जुल्फे तो हटाने दीजिये
प्यास आँखों की बुझा लूँ, तो चले जाईएगा

ṭhahriye hośh meṅ ā lūṇ, to chale jāīegā
āp ko dil meṅ biṭhā lūṇ, to chale jāīegā

kab talaq rahiegā yūṇ dūr kī chāhat ban ke
dil meṅ ā jāīe, ikrār-e-mohabbat ban ke
apnī takdīr banā lūṇ, to chale jāīegā

mujh ko ikrār-e-mohabbat se hayā ātī hai
bāt kahte hue gardan merī jhuk jātī hai
dekhiye sar ko jhukā lūṇ, to chale jāīegā

aisī kyā śharm jarā, pās to āne dījiye
rukh se bikhrī huī julphe to haṭāne dījiye
pyās āṇkhoṅ kī bujhā lūṇ, to chale jāīegā