Thaath navaabee baat navaabee vaah teree k‌yaa baat hai

थाठ नवाबी बाट नवाबी वाह तेरी क्‌या बात है
Work
Year
Language

ठाठ नवाबी बाट नवाबी वाह तेरी क्‌या बात है
हाय हाय हाय हाय
ठाठ नवाबी …

चुन्नू की मम्मी राजू की मामी
वाह तेरी क्‌या बात है
हे रुठो नहीं ऐसे यार हम से
करो कुछ प्यार व्यार हम से
दिल दीवाने का तोड़ो ना
किसको पढ़ाओगी चेहरा किताबी
ठाठ नवाबी …

ओ जान-ए-जानां मैने ये माना
देर से आना मेरा रोग है पुराना
देखो जी पीछे बिल्कुल न आना
मैं ना मानूंगी ना ना नहीं नहीं ना ना
मान जाओ ना जान-ए-मन
सब तुम्हारा है तन मन धन
बिन तुम्हारे है क्‌या मेरा
मुक़द्दर के ताले की तुम ही हो चाबी
ठाठ नवाबी …

हो तुमसे मुहब्बत कितनी है हमको
ये जानता है सारा ज़माना
हां मुझको बताओ मैं ना रही तो
क्‌या करोगे ये सारा ज़माना
मैं ये मानता हूँ दिलबर
चोट तुमको दी है दिल पर
माफ़ी मांग लूँगा घर पर
रस्ते पे तो ना करो ये खराबी

सौ वादे करना और इक निभाना
ठीक ही तो है मेरा रूठ जाना
माना तड़पती हो पर सब समझती हो
कितनी महान हो तुम जान-ए-जानां
छोड़ो छोड़ो छोड़ो नाटक
यूं सताओगे तुम कब तक
मान जाओगी ना जब तक
देखो तो मौसम है कितना गुलाबी
ठाठ नवाबी …

ṭhāṭh navābī bāṭ navābī vāh terī k‌yā bāt hai
hāy hāy hāy hāy
ṭhāṭh navābī …

chunnū kī mammī rājū kī māmī
vāh terī k‌yā bāt hai
he ruṭho nahīṅ aise yār ham se
karo kuchh pyār vyār ham se
dil dīvāne kā toṛo nā
kisko paṛhāogī chehrā kitābī
ṭhāṭh navābī …

o jān-e-jānāṅ maine ye mānā
der se ānā merā rog hai purānā
dekho jī pīchhe bilkul na ānā
maiṅ nā mānūṅgī nā nā nahīṅ nahīṅ nā nā
mān jāo nā jān-e-man
sab tumhārā hai tan man dhan
bin tumhāre hai k‌yā merā
muqaddar ke tāle kī tum hī ho chābī
ṭhāṭh navābī …

ho tumse muhabbat kitnī hai hamko
ye jāntā hai sārā zamānā
hāṅ mujhko batāo maiṅ nā rahī to
k‌yā karoge ye sārā zamānā
maiṅ ye māntā hūṇ dilbar
choṭ tumko dī hai dil par
māfī māṅg lūṇgā ghar par
raste pe to nā karo ye kharābī

sau vāde karnā aur ik nibhānā
ṭhīk hī to hai merā rūṭh jānā
mānā taṛaptī ho par sab samajhtī ho
kitnī mahān ho tum jān-e-jānāṅ
chhoṛo chhoṛo chhoṛo nāṭak
yūṅ satāoge tum kab tak
mān jāogī nā jab tak
dekho to mausam hai kitnā gulābī
ṭhāṭh navābī …