थारे वास्ते रे ढोल नैन म्हारे जागे रे जागे ... तू मेरा कोण लागे
थारे वास्ते रे ढोला नैन म्हारे जागे रे जागे
नैन म्हारे जागे रे सारी रैन जागे
तू मेरा कोण लागे
तेरे वास्ते रे सजना नैन मेरे जागे रे जागे
नैन मेरे जागे रे सारी रैन जागे
तू मेरा कोण लागे
म्हारे दिल को बस में करके दिल से अनजानापन क्यूं
तेरे बिन मैं जी न सकूंगी फिर ये बेगानापन क्यूं
चाहे तड़पा ले चाहे तरसा ले जितना भी चाहे दिल को जला ले
मैं तो नहीं तोड़ूं तेरे प्रेम धागे रे
मेरे मन का भेद न समझे अंखियों की बात ना जाने
फिरूं क्यूं तेरे आगे पीछे हाय मैने दिन रात न जाने
बस्ती छोड़ी नगरी छोड़ी तेरे लिए दुनिया सारी छोड़ी
पास आऊं मैं तू बैरी दूर भागे रे
सुन रे ज़रा ओ जाने वाले बिरहा की आग लगा के
हरदम तेरी राह तकूंगी पलकों में दीप जलाके
संग संग तेरे साजन मेरे प्यार रहेगा सांझ सवेरे
पीछे तू चलेगा प्यार आगे रे
तू मेरा कोण लागे …
thāre vāste re ḍholā nain mhāre jāge re jāge
nain mhāre jāge re sārī rain jāge
tū merā koṇ lāge
tere vāste re sajnā nain mere jāge re jāge
nain mere jāge re sārī rain jāge
tū merā koṇ lāge
mhāre dil ko bas meṅ karke dil se anjānāpan kyūṅ
tere bin maiṅ jī na sakūṅgī phir ye begānāpan kyūṅ
chāhe taṛpā le chāhe tarsā le jitnā bhī chāhe dil ko jalā le
maiṅ to nahīṅ toṛūṅ tere prem dhāge re
mere man kā bhed na samjhe aṅkhiyoṅ kī bāt nā jāne
phirūṅ kyūṅ tere āge pīchhe hāy maine din rāt na jāne
bastī chhoṛī nagrī chhoṛī tere lie duniyā sārī chhoṛī
pās āūṅ maiṅ tū bairī dūr bhāge re
sun re zarā o jāne vāle birhā kī āg lagā ke
hardam terī rāh takūṅgī palkoṅ meṅ dīp jalāke
saṅg saṅg tere sājan mere pyār rahegā sāṅjh savere
pīchhe tū chalegā pyār āge re
tū merā koṇ lāge …