Teree zulfon se, judaaee to naheen maangee thee

तेरी ज़ुल्फ़ों से, जुदाई तो नहीं माँगी थी
Year
Language

तेरी ज़ुल्फ़ों से, जुदाई तो नहीं माँगी थी
क़ैद माँगी थी, रिहाई तो नहीं माँगी थी
मैने क्‌या ज़ुर्म किया, आप खफ़ा हो बैठे - 2
प्यार माँगा था, खुदाई तो नहीं माँगी थी
क़ैद माँगी थी, रिहाई तो नहीं माँगी थी
मेरा हक़ था तेरी, आंखों की छलकती मय पर - 2
चीज़ अपनी थी, पराई तो नहीं माँगी थी
क़ैद माँगी थी, रिहाई तो नहीं माँगी थी
अपने बीमार पे, इतना भी सितम ठीक नहीं - 2
तेरी उल्फ़त में, बुराई तो नहीं माँगी थी
क़ैद माँगी थी, रिहाई तो नहीं माँगी थी
चाहने वालों को कभी, तूने सितम भी ना दिया - 2
तेरी महफ़िल से, रसाई(?) तो नहीं माँगी थी
क़ैद माँगी थी, रिहाई तो नहीं माँगी थी

terī zulfoṅ se, judāī to nahīṅ māṇgī thī
qaid māṇgī thī, rihāī to nahīṅ māṇgī thī
maine k‌yā zurm kiyā, āp khafā ho baiṭhe - 2
pyār māṇgā thā, khudāī to nahīṅ māṇgī thī
qaid māṇgī thī, rihāī to nahīṅ māṇgī thī
merā haq thā terī, āṅkhoṅ kī chhalaktī may par - 2
chīz apnī thī, parāī to nahīṅ māṇgī thī
qaid māṇgī thī, rihāī to nahīṅ māṇgī thī
apne bīmār pe, itnā bhī sitam ṭhīk nahīṅ - 2
terī ulfat meṅ, burāī to nahīṅ māṇgī thī
qaid māṇgī thī, rihāī to nahīṅ māṇgī thī
chāhne vāloṅ ko kabhī, tūne sitam bhī nā diyā - 2
terī mahafil se, rasāī(?) to nahīṅ māṇgī thī
qaid māṇgī thī, rihāī to nahīṅ māṇgī thī