तेरी ये बिंदिया मुझे लगती है ऐसे कैसे
तेरी ये बिंदिया मुझे लगती है ऐसे कैसे
फूल पर तितली बैठी हो जैसे ऐसे कैसे
तेरा ये आंचल लगता है ऐसे कैसे
पर्वत पे बादल छाया हो जैसे अरे ऐसे कैसे
ऐसा लगता है क़ुदरत ने भर दी रूप की गागर जैसे
तेरी ये बिंदिया मुझे …
बेचैन कर रही हैं मुझको ये तेरी पलकें
क्या होगा जब तेरी बिखरेंगी ये ज़ुल्फ़ें
होंठों पे सुर्खियों का रंग छा रहा है
आँखों में काजल भी इतरा रहा है
ऐसा लगता है छलका हो कोई प्रीत का सागर जैसे
तेरी ये बिंदिया मुझे …
मुझे कर ना दे दीवाना नैनों की ये मदिरा
घिर घिर के धीरे धीरे आएगा बन के बदरा
तुम जो अगर ना होती दीवानगी ना होती
करती हो जो तुम बातें गिरते हैं मोती
तुम जैसा ना होगा कोई लाखों होंगे मेरे जैसे
तेरी ये बिंदिया मुझे …
terī ye biṅdiyā mujhe lagtī hai aise kaise
phūl par titlī baiṭhī ho jaise aise kaise
terā ye āṅchal lagtā hai aise kaise
parvat pe bādal chhāyā ho jaise are aise kaise
aisā lagtā hai qudarat ne bhar dī rūp kī gāgar jaise
terī ye biṅdiyā mujhe …
bechain kar rahī haiṅ mujhko ye terī palkeṅ
kyā hogā jab terī bikhreṅgī ye zulfeṅ
hoṅṭhoṅ pe surkhiyoṅ kā raṅg chhā rahā hai
āṇkhoṅ meṅ kājal bhī itrā rahā hai
aisā lagtā hai chhalkā ho koī prīt kā sāgar jaise
terī ye biṅdiyā mujhe …
mujhe kar nā de dīvānā nainoṅ kī ye madirā
ghir ghir ke dhīre dhīre āegā ban ke badrā
tum jo agar nā hotī dīvāngī nā hotī
kartī ho jo tum bāteṅ girte haiṅ motī
tum jaisā nā hogā koī lākhoṅ hoṅge mere jaise
terī ye biṅdiyā mujhe …