Teree tirchhee nazar men hai jaadoo

तेरी तिरछी नज़र में है जादू
Work
Year
Language

तेरी तिरछी नज़र में है जादू तेरी पतली कमर में है जादू
जादू है तेरी बातों में
तेरी बाली उमर में है जादू तेरी गली में घर में है जादू
गोरे गालों में तेरे है जादू काले बालों में तेरे है जादू
जादू है तेरी आँखों में
तेरे अंग अंग में है जादू तेरे रूप रंग में है जादू
पायल की छन छन है जादू चूड़ी की खन खन है जादू
कानों की बाली है जादू होंठों की लाली है जादू

जो ठुमक ठुमक चलती है तू
तो आशिक़ों के आशिक़ों के आशिक़ों के
दिल को धड़काता है जादू दिल को तड़पाता है जादू
तेरी तिरछी नज़र में …

तेरा शरमाना है जादू तेरा घबराना है जादू
तेरा बलखाना है जादू तेरा इतराना है जादू
है तेरी अदा में वो जादू
कि सामने तो सामने तो सामने तो
फीका पड़ जाए हर जादू तू करदे जादू पर जादू
तेरी तिरछी नज़र में …

terī tirchhī nazar meṅ hai jādū terī patlī kamar meṅ hai jādū
jādū hai terī bātoṅ meṅ
terī bālī umar meṅ hai jādū terī galī meṅ ghar meṅ hai jādū
gore gāloṅ meṅ tere hai jādū kāle bāloṅ meṅ tere hai jādū
jādū hai terī āṇkhoṅ meṅ
tere aṅg aṅg meṅ hai jādū tere rūp raṅg meṅ hai jādū
pāyal kī chhan chhan hai jādū chūṛī kī khan khan hai jādū
kānoṅ kī bālī hai jādū hoṅṭhoṅ kī lālī hai jādū

jo ṭhumak ṭhumak chaltī hai tū
to āśhiqoṅ ke āśhiqoṅ ke āśhiqoṅ ke
dil ko dhaṛkātā hai jādū dil ko taṛpātā hai jādū
terī tirchhī nazar meṅ …

terā śharmānā hai jādū terā ghabrānā hai jādū
terā balkhānā hai jādū terā itrānā hai jādū
hai terī adā meṅ vo jādū
ki sāmne to sāmne to sāmne to
phīkā paṛ jāe har jādū tū karde jādū par jādū
terī tirchhī nazar meṅ …