तेरी तसवीर को सीने से लगा रखा है
पोथी पढ़ पढ़ जग मुआ, पण्डित भया न कोय
ढाई अक्शर प्रेम का, पढ़े सो पण्डित होय
तेरी तसवीर को सीने से लगा रखा है
हमने दुनिया से अलग गाँव बसा रखा है
तेरी तसवीर को …
मेरी किस्मत की लकीरों को सजाया तूने
एक नाचीज़ को फ़नकार बनाया तूने
मैं ने हर बोल तेरा दिल में सजा रखा है
हमने दुनिया से …
तुझको दिन रात खयालों में है पूजा मैं ने
तेरे पैरों के निशाँ पर किया सजदा मैं ने
बन्दगी में तेरे सर अब भी झुका रखा है
हमने दुनिया से …
मैं ने गीतों से छवि तेरी बनयी बरसों
दूर रह कर तुझे आवाज़ सुनायी बरसों
किस लिये तू ने मुझे ग़ैर बना रखा है
हम ने दुनिया से …
pothī paṛh paṛh jag muā, paṇḍit bhayā na koy
ḍhāī akśhar prem kā, paṛhe so paṇḍit hoy
terī tasvīr ko sīne se lagā rakhā hai
hamne duniyā se alag gāṇv basā rakhā hai
terī tasvīr ko …
merī kismat kī lakīroṅ ko sajāyā tūne
ek nāchīz ko fankār banāyā tūne
maiṅ ne har bol terā dil meṅ sajā rakhā hai
hamne duniyā se …
tujhko din rāt khayāloṅ meṅ hai pūjā maiṅ ne
tere pairoṅ ke niśhāṇ par kiyā sajdā maiṅ ne
bandgī meṅ tere sar ab bhī jhukā rakhā hai
hamne duniyā se …
maiṅ ne gītoṅ se chhavi terī banyī barsoṅ
dūr rah kar tujhe āvāz sunāyī barsoṅ
kis liye tū ne mujhe ġhair banā rakhā hai
ham ne duniyā se …