तेरी साँसों का मेरी साँसों से संगम हो के रहेगा
तेरी साँसों का मेरी साँसों से संगम हो के रहेगा
तेरी आँखों का मेरी आँखों से संगम हो के रहेगा
आ तेरी आँखों का …
जब प्यार किया तो प्यार किया हर आग से अब हम खेलेंगे
कितने भी बड़े ग़म क्यों ना हों छोटे से दिल पर झेलेंगे
तेरी रातों का मेरी रातों से संगम हो के रहेगा
तेरे ख्वाबों का मेरे ख्वाबों से संगम हो के रहेगा
आ तेरी साँसों का …
मुझमें आग जो लगी है उसे और भड़का दे
ओ जितना धड़क रहा है दिल उसे और धड़का दे
तेरी बाहों का मेरी बाहों से संगम हो के रहेगा
तेरी राहों का मेरी राहों से संगम हो के रहेगा
आ तेरी साँसों का …
चाहे सूरज उगना छोड़ दे चाहे नदिया बहना छोड़ दे
चाहे पतझड़ हँसे बहारों में चाहे कलियां खिलना छोड़ दें
तेरे जीवन का मेरे जीवन से संगम हो के रहेगा
तेरे हर ग़म का मेरे हर ग़म से संगम हो के रहेगा
आ तेरी साँसों का …
terī sāṇsoṅ kā merī sāṇsoṅ se saṅgam ho ke rahegā
terī āṇkhoṅ kā merī āṇkhoṅ se saṅgam ho ke rahegā
ā terī āṇkhoṅ kā …
jab pyār kiyā to pyār kiyā har āg se ab ham kheleṅge
kitne bhī baṛe ġham kyoṅ nā hoṅ chhoṭe se dil par jheleṅge
terī rātoṅ kā merī rātoṅ se saṅgam ho ke rahegā
tere khvāboṅ kā mere khvāboṅ se saṅgam ho ke rahegā
ā terī sāṇsoṅ kā …
mujhmeṅ āg jo lagī hai use aur bhaṛkā de
o jitnā dhaṛak rahā hai dil use aur dhaṛkā de
terī bāhoṅ kā merī bāhoṅ se saṅgam ho ke rahegā
terī rāhoṅ kā merī rāhoṅ se saṅgam ho ke rahegā
ā terī sāṇsoṅ kā …
chāhe sūraj ugnā chhoṛ de chāhe nadiyā bahnā chhoṛ de
chāhe patjhaṛ hṇse bahāroṅ meṅ chāhe kaliyāṅ khilnā chhoṛ deṅ
tere jīvan kā mere jīvan se saṅgam ho ke rahegā
tere har ġham kā mere har ġham se saṅgam ho ke rahegā
ā terī sāṇsoṅ kā …