Teree raahon men khade hain dil thaam ke

तेरी राहों में खडे हैं दिल थाम के
Work
Year
Language

तेरी राहों में खड़े हैं दिल थाम के
हम हैं दीवाने तेरे नाम के
मेरी अँखियों के नूर, मेरे दिल के सुरूर
चाहे रहो दूर दूर, तुझे पाना है ज़रूर

बादल बरसे, दुनिया जाने
अँखियाँ बरसे कोई न जाने
दिल की लगी को दिल ही जाने

किस छलिये पे ये दिल आया
पत्थर से शीशा टकराया
ना वो अपना, ना वो पराया

terī rāhoṅ meṅ khaṛe haiṅ dil thām ke
ham haiṅ dīvāne tere nām ke
merī aṇkhiyoṅ ke nūr, mere dil ke surūr
chāhe raho dūr dūr, tujhe pānā hai zarūr

bādal barse, duniyā jāne
aṇkhiyāṇ barse koī na jāne
dil kī lagī ko dil hī jāne

kis chhaliye pe ye dil āyā
patthar se śhīśhā ṭakrāyā
nā vo apnā, nā vo parāyā