तेरी निगाहों ने हमें मार डाला
मु: तेरी निगाहों ने ( हमें मार डाला ) -2
ल: पहले ही दिल को ( क्यूँ न सम्भाला ) -2
मु: तेरी निगाहों ने …
काहे उठाए गोरी भारी गगरिया
बल खा न जाए तोरी पतली कमरिया
ल: तेरे ही कारण उठाई गगरिया
प्यासा न रह जाए मोरा साँवरिया
मु: ऐसी अदाओं ने ( हमें मार डाला ) -2
ल: पहले ही दिल को …
मु: ओ मेरे साथी साथी इधर तो ज़रा आना
कितना है प्यार हमें ये तो बताना
ल: राज़-ए-मोहब्बत है कितना सुहाना
जिनको बताना उन्हीं से छुपाना
मु: मीठी सज़ाओं ने ( हमें मार डाला ) -2
ल: पहले ही दिल को …
mu: terī nigāhoṅ ne ( hameṅ mār ḍālā ) -2
la: pahle hī dil ko ( kyūṇ na sambhālā ) -2
mu: terī nigāhoṅ ne …
kāhe uṭhāe gorī bhārī gagriyā
bal khā na jāe torī patlī kamriyā
la: tere hī kāraṇ uṭhāī gagriyā
pyāsā na rah jāe morā sāṇvriyā
mu: aisī adāoṅ ne ( hameṅ mār ḍālā ) -2
la: pahle hī dil ko …
mu: o mere sāthī sāthī idhar to zarā ānā
kitnā hai pyār hameṅ ye to batānā
la: rāz-e-mohabbat hai kitnā suhānā
jinko batānā unhīṅ se chhupānā
mu: mīṭhī sazāoṅ ne ( hameṅ mār ḍālā ) -2
la: pahle hī dil ko …