तेरी निगाहों में तेरे ही बाहों में
तेरी निगाहों में तेरे ही बाहों में
रहने को जी चाहता है
दिल में छुपा यही बात सजन से
कहने को जी चाहता है
तेरी निगाहों में …
दिल ये हमारा घर है तुम्हारा
आओ जी आ के बस जाओ जी
नैन हमारे देखे ख़्वाब तुम्हारे
ज़रा ख़्वाबों में आ के हँस जाओ जी
जान से प्यारा हमें घर ये तुम्हारा यहाँ
रहने को जी चाहता है
तेरी निगाहों में …
देखो जी देखो और किसी को
दिल में न अपने बसाना जी
प्यार भरा ये वादा हम तो न भूले पिया
तुम भी इसे न भुलाना जी
प्रीत हमारी रहे दुनिया से न्यारी यही
कहने को जी चाहता है
तेरी निगाहों में …
terī nigāhoṅ meṅ tere hī bāhoṅ meṅ
rahne ko jī chāhtā hai
dil meṅ chhupā yahī bāt sajan se
kahne ko jī chāhtā hai
terī nigāhoṅ meṅ …
dil ye hamārā ghar hai tumhārā
āo jī ā ke bas jāo jī
nain hamāre dekhe khvāb tumhāre
zarā khvāboṅ meṅ ā ke hṇs jāo jī
jān se pyārā hameṅ ghar ye tumhārā yahāṇ
rahne ko jī chāhtā hai
terī nigāhoṅ meṅ …
dekho jī dekho aur kisī ko
dil meṅ na apne basānā jī
pyār bharā ye vādā ham to na bhūle piyā
tum bhī ise na bhulānā jī
prīt hamārī rahe duniyā se nyārī yahī
kahne ko jī chāhtā hai
terī nigāhoṅ meṅ …