Teree-meree meree-teree nazar lar gaee

तेरी-मेरी मेरी-तेरी नज़र लड़ गई
Year
Language

कि: तेरी-मेरी मेरी-तेरी नज़र लड़ गई -2
दो मुलाकातों में बातों ही बातों में
छोटी सी बात बढ़ गई
आ: तेरी-मेरी मेरी-तेरी …
कि: तेरी-मेरी मेरी-तेरी नज़र लड़ गई
तेरी-मेरी
आ: मेरी-तेरी
कि: हाय नज़र लड़ गई

आ: आई नहीं नींद कई रातों से हो
होके मजबूर दिल के हाथों से
उल्फ़त ओ हो ओ हो उल्फ़त करनी पड़ गई
तेरी-मेरी मेरी-तेरी …
तेरी-मेरी
कि: मेरी-तेरी
आ: हाँ नज़र लड़ गई

कि: कभी इस कभी उस बहाने से हो
तेरे ख़्वाबों में आने-जाने से -2
हालत ओ हो ए हे हालत मेरी बिगड़ गई
तेरी-मेरी मेरी-तेरी …
दो: दो मुलाकातों में …

ki: terī-merī merī-terī nazar laṛ gaī -2
do mulākātoṅ meṅ bātoṅ hī bātoṅ meṅ
chhoṭī sī bāt baṛh gaī
ā: terī-merī merī-terī …
ki: terī-merī merī-terī nazar laṛ gaī
terī-merī
ā: merī-terī
ki: hāy nazar laṛ gaī

ā: āī nahīṅ nīṅd kaī rātoṅ se ho
hoke majbūr dil ke hāthoṅ se
ulfat o ho o ho ulfat karnī paṛ gaī
terī-merī merī-terī …
terī-merī
ki: merī-terī
ā: hāṇ nazar laṛ gaī

ki: kabhī is kabhī us bahāne se ho
tere khvāboṅ meṅ āne-jāne se -2
hālat o ho e he hālat merī bigaṛ gaī
terī-merī merī-terī …
do: do mulākātoṅ meṅ …