तेरी मेरी दोस्ती तेरा मेरा प्यार्
तेरी मेरी दोस्ती तेरा मेरा प्यार उसका नसीब जिसे मिले ऐसा यार
दिन कहे दिन रात कहे रात तोड़ ना सकेगा कोई तेरा मेरा साथ
तेरी मेरी दोस्ती …
तेरे लिए है मरना मुझको तेरे लिए है जीना
तुझपे गोली चले तो आगे कर दूं अपना सीना
यार सच्चे दिल से जो यारी करते हैं
छोटी मोटी बातों से कहां डरते हैं
दिल ख़ुश किया तूने की ऐसी बात
तोड़ ना सकेगा कोई …
खफ़ा ना होना तू मुझसे चाहें रूठे सारा ज़माना
दुनिया चाहें छूटे लेकिन छूटे ना याराना
छोड़ नहीं जाना मुझे दिल में ही रहना
अब तो कहा है कभी फिर नहीं कहना
लग जा गले से मिला ले ज़रा हाथ
तोड़ ना सकेगा कोई …
terī merī dostī terā merā pyār uskā nasīb jise mile aisā yār
din kahe din rāt kahe rāt toṛ nā sakegā koī terā merā sāth
terī merī dostī …
tere lie hai marnā mujhko tere lie hai jīnā
tujhpe golī chale to āge kar dūṅ apnā sīnā
yār sachche dil se jo yārī karte haiṅ
chhoṭī moṭī bātoṅ se kahāṅ ḍarte haiṅ
dil khuśh kiyā tūne kī aisī bāt
toṛ nā sakegā koī …
khafā nā honā tū mujhse chāheṅ rūṭhe sārā zamānā
duniyā chāheṅ chhūṭe lekin chhūṭe nā yārānā
chhoṛ nahīṅ jānā mujhe dil meṅ hī rahnā
ab to kahā hai kabhī phir nahīṅ kahnā
lag jā gale se milā le zarā hāth
toṛ nā sakegā koī …