Teree javaanee taptaa maheenaa ai naazneenaa

तेरी जवानी तपता महीना ऐ नाज़नीना
Work
Year
Language

तेरी जवानी तपता महीना ऐ नाज़नीना
छू ले नज़र तो आए पसीना ऐ नाज़नीना
तेरी जवानी …

तेरे बदन में फूलों की नरमी शोलों की गरमी
हर अंग तेरा तरशा नगीना ऐ नाज़नीना
तेरी जवानी …

आँखों में बिजली ज़ुल्फ़ों में बादल साँसों में हलचल
तुझसी नहीं कोई क़ातिल हसीना ऐ नाज़नीना
तेरी जवानी …

हाय ये तेरा बल खा के चलना इठला के चलना
तेरे बग़ैर अब मुश्किल है जीना ऐ नाज़नीना
तेरी जवानी …

terī javānī taptā mahīnā ai nāznīnā
chhū le nazar to āe pasīnā ai nāznīnā
terī javānī …

tere badan meṅ phūloṅ kī narmī śholoṅ kī garmī
har aṅg terā tarśhā nagīnā ai nāznīnā
terī javānī …

āṇkhoṅ meṅ bijlī zulfoṅ meṅ bādal sāṇsoṅ meṅ halchal
tujhsī nahīṅ koī qātil hasīnā ai nāznīnā
terī javānī …

hāy ye terā bal khā ke chalnā iṭhlā ke chalnā
tere baġhair ab muśhkil hai jīnā ai nāznīnā
terī javānī …