तेरी गलियों में ना रखेंगे कदम आज के बाद
तेरी गलियों में ना रखेंगे कदम आज के बाद
तेरे मिलने को ना आयेंगे सनम आज के बाद
तू मेरा मिलना समझ लेना एक सपना था
तुझको अब मिल ही गया, जो तेरा अपना था
हमको दुनिया में समझना ना सनम आज के बाद
घिर के आयेंगी घटायें फिर से सावन की
तुम तो बाहों में रहोगी अपने साजन की
गले हम गम को लगायेंगे सनम आज के बाद
terī galiyoṅ meṅ nā rakheṅge kadam āj ke bād
tere milne ko nā āyeṅge sanam āj ke bād
tū merā milnā samajh lenā ek sapnā thā
tujhko ab mil hī gayā, jo terā apnā thā
hamko duniyā meṅ samajhnā nā sanam āj ke bād
ghir ke āyeṅgī ghaṭāyeṅ phir se sāvan kī
tum to bāhoṅ meṅ rahogī apne sājan kī
gale ham gam ko lagāyeṅge sanam āj ke bād