तेरी गलियों में न रखेंगे कदम, आज के बाद्
तेरी गलियों में ना रखेंगे कदम, आज के बाद
तेरे मिलने को न आएंगे सनम, आज के बाद
तेरी गलियों में ना …
तू मेरा मिलना …
तू मेरा मिलना समझ लेना एक सपना था
तुझको आखिर मिल ही गया जो तेरा अपना था
हम को दुनिया में समझना ना सनम, आज के बाद
तेरे मिलने को ना आएंगे सनम, आज के बाद
गिर के आएंगी …
गिर के आएंगी घटाएं फिर से सावन की
तुम तो बाहों में रहोगी अपने साजन की
गले हम ग़म को लगाएंगे सनम, आज के बाद
तेरे मिलने को ना आएंगे सनम, आज के बाद्
terī galiyoṅ meṅ nā rakheṅge kadam, āj ke bād
tere milne ko na āeṅge sanam, āj ke bād
terī galiyoṅ meṅ nā …
tū merā milnā …
tū merā milnā samajh lenā ek sapnā thā
tujhko ākhir mil hī gayā jo terā apnā thā
ham ko duniyā meṅ samajhnā nā sanam, āj ke bād
tere milne ko nā āeṅge sanam, āj ke bād
gir ke āeṅgī …
gir ke āeṅgī ghaṭāeṅ phir se sāvan kī
tum to bāhoṅ meṅ rahogī apne sājan kī
gale ham ġham ko lagāeṅge sanam, āj ke bād
tere milne ko nā āeṅge sanam, āj ke bād