तेरी एक छुअन से ... पहली पहली बार बलिये
तेरी एक छुअन से जागा ये कैसा एहसास
पहले तो महसूस हुई ना मुझको ऐसी प्यास
पहली पहली बार बलिये दिल गया हार बलिये
रब्बा मैनूं प्यार हो गया हाय दिल का करार खो गया
पहली पहली बार बलिये दिल गई हार बलिये
रब्बा मैनूं …
बोलें तेरी सोणी सोणी अक्खां मस्तानियां
प्यार के लिए ये देंगी लाखों क़ुर्बानियां
करके एतबार बलिये दिल गया हार बलिये
रब्बा मैनूं …
आ तेरे लिए तेरे लिए मरता है माहिया
फिर क्यूं जुदाई से दिल डरता है माहिया
तुझपे जां निसार बलिये दिल गई हार बलिये
रब्बा मैनूं …
terī ek chhuan se jāgā ye kaisā ehsās
pahle to mahsūs huī nā mujhko aisī pyās
pahlī pahlī bār baliye dil gayā hār baliye
rabbā mainūṅ pyār ho gayā hāy dil kā karār kho gayā
pahlī pahlī bār baliye dil gaī hār baliye
rabbā mainūṅ …
boleṅ terī soṇī soṇī akkhāṅ mastāniyāṅ
pyār ke lie ye deṅgī lākhoṅ qurbāniyāṅ
karke etbār baliye dil gayā hār baliye
rabbā mainūṅ …
ā tere lie tere lie martā hai māhiyā
phir kyūṅ judāī se dil ḍartā hai māhiyā
tujhpe jāṅ nisār baliye dil gaī hār baliye
rabbā mainūṅ …