तेरी दुनिया से दूर, चले हो के मजबूर, हमे याद रखना
तेरी दुनिया से दूर, चले हो के मजबूर हमें याद रखना
जाओ कहीं भी सनम, तुम्हे इतनी कसम हमें याद रखना
आयेंगी बहारें तो तेरे ही फसाने सुनायेंगी हमें
होगी तनहाई तो आके तेरी यादे रुलायेंगी हमें
रुलायेंगी हमें, तड़पायेंगी हमें
कभी देखी थी बहार, कभी हमसे था प्यार, ज़रा याद रखना
ले जा जानेवाले दुआएं मेरे दिलकी, किसीसे क्या गिला
तेरी ही खता है ना मेरी ही खता है, जो होना था हुआ
जो होना था हुआ, है किसी से क्या गिला
देखो रोए मेरा प्यार, कहे दिल की पुकार, हमें याद रखना
terī duniyā se dūr, chale ho ke majbūr hameṅ yād rakhnā
jāo kahīṅ bhī sanam, tumhe itnī kasam hameṅ yād rakhnā
āyeṅgī bahāreṅ to tere hī phasāne sunāyeṅgī hameṅ
hogī tanhāī to āke terī yāde rulāyeṅgī hameṅ
rulāyeṅgī hameṅ, taṛpāyeṅgī hameṅ
kabhī dekhī thī bahār, kabhī hamse thā pyār, zarā yād rakhnā
le jā jānevāle duāeṅ mere dilkī, kisīse kyā gilā
terī hī khatā hai nā merī hī khatā hai, jo honā thā huā
jo honā thā huā, hai kisī se kyā gilā
dekho roe merā pyār, kahe dil kī pukār, hameṅ yād rakhnā